Tahzib Ki Aayat, Urdu Nazam By Daud Ghazi

Tahzib Ki Aayat is a famous Urdu Nazam written by a famous poet, Daud Ghazi. Tahzib Ki Aayat comes under the Love, Sad category of Urdu Nazam. You can read Tahzib Ki Aayat on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

تہذیب کی آیت

داؤد غازی

جب انسان نے پڑھنا سیکھا

پڑھنے لگا تہذیب کی آیت

مٹی

آگ

ہوا

اور پانی

دشمن سارے

بن گئے یار

اس کی آیت کی تفسیریں اب

اتنی ہیں

کہ عقل ہے دنگ

لیکن اک ایسی ہے بات

جس سے کہ بنتی ہے بات

ان بے گنتی تفسیروں کی

ہر اک انساں انساں ہے

جب انسان نے پڑھنا سیکھا

پڑھنے لگا تہذیب کی آیت

گرنے لگیں دیواریں

کھلنے لگے دروازے

جن لوگوں نے

دیواریں بنوائی ہیں

بھول گئے تہذیب کی آیت

داؤد غازی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Tahzib Ki Aayat

Daud Ghazi

jab insan ne paDhna sikha
paDhne laga tahzib ki aayat
miTTi
aag
hawa
aur pani
dushman sare
ban gae yar
us ki aayat ki tafsiren ab
itni hain
ki aql hai dang
lekin ek aisi hai baat
jis se ki banti hai baat
in be-ginti tafsiron ki
har ek insan insan hai

jab insan ne paDhna sikha
paDhne laga tahzib ki aayat
girne lagin diwaren
khulne lage darwaze
jin logon ne
diwaren banwai hain
bhul gae tahzib ki aayat

(1009) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Tahzib Ki Aayat written by Daud Ghazi at UrduPoint. Tahzib Ki Aayat is one of the masterpieces written by Daud Ghazi. You can also find the complete poetry collection of Daud Ghazi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Daud Ghazi' above.

Tahzib Ki Aayat is a widely read Urdu Nazam. If you like Tahzib Ki Aayat, you will also like to read other famous Urdu Nazam.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.