KHizan Ka Zikr Na Zikr-e-bahaar Karte Rahe, Urdu Ghazal By Daur Afridi

KHizan Ka Zikr Na Zikr-e-bahaar Karte Rahe is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Daur Afridi. KHizan Ka Zikr Na Zikr-e-bahaar Karte Rahe comes under the Love, Sad, Heart Broken category of Urdu Ghazal. You can read KHizan Ka Zikr Na Zikr-e-bahaar Karte Rahe on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

خزاں کا ذکر نہ ذکر بہار کرتے رہے

دور آفریدی

خزاں کا ذکر نہ ذکر بہار کرتے رہے

تجھی کو تیری نگاہوں سے پیار کرتے رہے

متاع درد کہ بڑھتی رہی نہ جانے کیوں

علاج درد مرے غم گسار کرتے رہے

دیار حسن کے جلوے تھے خوب تر لیکن

مری نظر کے لیے انتظار کرتے رہے

مجھے تو رقص مصائب بھی راس آ نہ سکے

وہ بزم ہائے سرود و ستار کرتے رہے

کبھی یقین محبت نہ تھا نہ ہے لیکن

فریب خوردہ ترا اعتبار کرتے رہے

دور آفریدی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

KHizan Ka Zikr Na Zikr-e-bahaar Karte Rahe

Daur Afridi

KHizan ka zikr na zikr-e-bahaar karte rahe
tujhi ko teri nigahon se pyar karte rahe

mata-e-dard ki baDhti rahi na jaane kyon
ilaj-e-dard mere gham-gusar karte rahe

dayar-e-husn ke jalwe the KHub-tar lekin
meri nazar ke liye intizar karte rahe

mujhe to raqs-e-masaib bhi ras aa na sake
wo bazm-ha-e-surud-o-sitar karte rahe

kabhi yaqin-e-mohabbat na tha na hai lekin
fareb-KHurda tera e'tibar karte rahe

(926) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read KHizan Ka Zikr Na Zikr-e-bahaar Karte Rahe written by Daur Afridi at UrduPoint. KHizan Ka Zikr Na Zikr-e-bahaar Karte Rahe is one of the masterpieces written by Daur Afridi. You can also find the complete poetry collection of Daur Afridi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Daur Afridi' above.

KHizan Ka Zikr Na Zikr-e-bahaar Karte Rahe is a widely read Urdu Ghazal. If you like KHizan Ka Zikr Na Zikr-e-bahaar Karte Rahe, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.