KHwabon KHayalon Ki Apsara, Urdu Nazam By Daur Afridi

KHwabon KHayalon Ki Apsara is a famous Urdu Nazam written by a famous poet, Daur Afridi. KHwabon KHayalon Ki Apsara comes under the Love, Sad category of Urdu Nazam. You can read KHwabon KHayalon Ki Apsara on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

خوابوں خیالوں کی اپسرا

دور آفریدی

سخن فریب کوئی مہرباں کی طرح

دیار حسن ہے دنیا کی داستاں کی طرح

یہ مسکراتی ہوئی صبح و شام و شب کی دلہن

دل و نظر کے لیے سود بے زیاں کی طرح

یہ امتزاج زر شرق و غرب کا کلچر

نگاہ حسن لیے عشق عاشقاں کی طرح

حریر و ریشم و دیبا میں رنگ ناز و ادا

سکون دل کے لیے ہیں قرار جاں کی طرح

یہ رنگ رنگ کے عنواں لیے حسیں چہرے

صنم کدوں میں تخیل کے ہیں بتاں کی طرح

سڈول جسم کہ سرد رواں سر راہے

چلے ہیں ناز سے حوران آسماں کی طرح

یہ لہکی مہکی فضائیں یہ دل ربا پیکر

گلوں کے رنگ میں ڈوبے ہوئے جہاں کی طرح

یہ ربط و رقص و ترنم ہوا کی لہروں میں

قدم قدم پہ ادا ہائے مہوشاں کی طرح

یہ جگمگاتی ہوئی رات یہ دہکتے کنول

نجوم و ماہ و ثریا و کہکشاں کی طرح

یہ میرے خوابوں خیالوں کی اپسرا جس میں

نگاہ فکر و عمل تیر کی کماں کی طرح

مگر وطن بھی چھٹا دورؔ دل کی دل میں رہی

یہ بمبئی بھی نہ ہو خواب دیگراں کی طرح

دور آفریدی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

KHwabon KHayalon Ki Apsara

Daur Afridi

suKHan fareb koi mehrban ki tarah
dayar-e-husn hai duniya ki dastan ki tarah
ye muskuraati hui subd-o-sham-o-shab ki dulhan
dil-o-nazar ke liye sud-e-be-ziyan ki tarah
ye imtizaj-o-zar-e-shirq-o-gharb ka culture
nigah-e-husn liye ishq aashiqan ki tarah

harir-o-resham-o-diba mein rang-e-naz-o-ada
sukun-e-dil ke liye hain qarar-e-jaan ki tarah
ye rang rang ke unwan liye hasin chehre
sanam-kadon mein taKHayyul ke hain butan ki tarah
suDaul jism ki sard-e-rawan sar-e-rahe
chale hain naz se huran-e-asman ki tarah

ye lahki mahki fazaen ye dil-ruba paikar
gulon ke rang mein Dube hue jahan ki tarah
ye rabt-o-raqs-o-tarannum hawa ki lahron mein
qadam qadam pe ada-ha-e-mah-wishan ki tarah
ye jagmagati hui raat ye dahakte kanwal
nujum-o-mah-o-surayya-o-kahkashan ki tarah

ye mere KHwabon-KHayalon ki apsara jis mein
nigah-e-fikr-o-amal tir ki kaman ki tarah
magar watan bhi chhuTa 'daur' dil ki dil mein rahi
ye bambai bhi na ho KHwab-e-digaran ki tarah

(1423) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read KHwabon KHayalon Ki Apsara written by Daur Afridi at UrduPoint. KHwabon KHayalon Ki Apsara is one of the masterpieces written by Daur Afridi. You can also find the complete poetry collection of Daur Afridi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Daur Afridi' above.

KHwabon KHayalon Ki Apsara is a widely read Urdu Nazam. If you like KHwabon KHayalon Ki Apsara, you will also like to read other famous Urdu Nazam.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.