Pahna Bhi Kuchh Zamane Ne Aisa Libas Hai, Urdu Ghazal By Dawood Khan Raaz

Pahna Bhi Kuchh Zamane Ne Aisa Libas Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Dawood Khan Raaz. Pahna Bhi Kuchh Zamane Ne Aisa Libas Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Pahna Bhi Kuchh Zamane Ne Aisa Libas Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

پہنا بھی کچھ زمانے نے ایسا لباس ہے

داؤد خاں راز

پہنا بھی کچھ زمانے نے ایسا لباس ہے

ماحول پہ زمانے کے غیرت اداس ہے

وہ بھول جائیں ہم کو تو ہے ان کا ظرف یہ

ہم کو تو اب بھی ان کی محبت کا پاس ہے

چہرے سے اپنے زلف ہٹا دیجئے ذرا

بیتاب دل ہے دید کی آنکھوں کو پیاس ہے

اب تو تمہارے غم کے سہارے ہے زندگی

ہم کو خوشی زمانے کی آئی نہ راس ہے

دل توڑنے سے پہلے ذرا یہ بھی سوچئے

ہر لمحہ موت زندگی کے آس پاس ہے

سمجھے گا رازؔ کون یہاں تیرے درد کو

کس کی نگاہ اتنی قیافہ شناس ہے

داؤد خاں راز

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Pahna Bhi Kuchh Zamane Ne Aisa Libas Hai

Dawood Khan Raaz

pahna bhi kuchh zamane ne aisa libas hai
mahaul pe zamane ke ghairat udas hai

wo bhul jaen hum ko to hai un ka zarf ye
hum ko to ab bhi un ki mohabbat ka pas hai

chehre se apne zulf haTa dijiye zara
betab dil hai did ki aankhon ko pyas hai

ab to tumhaare gham ke sahaare hai zindagi
hum ko KHushi zamane ki aai na ras hai

dil toDne se pahle zara ye bhi sochiye
har lamha maut zindagi ke aas pas hai

samjhega 'raaz' kaun yahan tere dard ko
kis ki nigah itni qayafa-shanas hai

(754) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Pahna Bhi Kuchh Zamane Ne Aisa Libas Hai written by Dawood Khan Raaz at UrduPoint. Pahna Bhi Kuchh Zamane Ne Aisa Libas Hai is one of the masterpieces written by Dawood Khan Raaz. You can also find the complete poetry collection of Dawood Khan Raaz by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Dawood Khan Raaz' above.

Pahna Bhi Kuchh Zamane Ne Aisa Libas Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Pahna Bhi Kuchh Zamane Ne Aisa Libas Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.