To Kya Rabta Phir KHuda Ka Bashar Se, Urdu Ghazal By Deepak Purohit

To Kya Rabta Phir KHuda Ka Bashar Se is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Deepak Purohit. To Kya Rabta Phir KHuda Ka Bashar Se comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read To Kya Rabta Phir KHuda Ka Bashar Se on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

تو کیا رابطہ پھر خدا کا بشر سے

دیپک پروہت

تو کیا رابطہ پھر خدا کا بشر سے

تعلق نہیں جب دعا کا اثر سے

جو پوچھا ہوا سے کیوں مہکی ہوئی ہو

کہا اس نے آئی ہوں ہو کر ادھر سے

رہ عشق دشوار ہے کس قدر یہ

کبھی پوچھ دیکھو تو مجھ در بدر سے

یوں محو سفر ہوں تری جستجو میں

نظر میری آگے ہے شمس و قمر سے

رہا بے خبر اہل‌ غربت کے غم سے

سو خود گر رہا ہوں میں اپنی نظر سے

کہ ماں خواب میں ماتھا سہلا رہی تھی

ڈروں کیا میں اب بد دعا بد نظر سے

دیپک پروہت

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

To Kya Rabta Phir KHuda Ka Bashar Se

Deepak Purohit

to kya rabta phir KHuda ka bashar se
talluq nahin jab dua ka asar se

jo puchha hawa se kyun mahki hui ho
kaha us ne aai hun ho kar udhar se

rah-e-ishq dushwar hai kis qadar ye
kabhi puchh dekho to mujh dar-ba-dar se

yun mahw-e-safar hun teri justuju mein
nazar meri aage hai shams-o-qamar se

raha be-KHabar ahl-e-ghurbat ke gham se
so KHud gir raha hun main apni nazar se

ki man KHwab mein matha sahla rahi thi
Darun kya main ab bad-dua bad-nazar se

(865) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read To Kya Rabta Phir KHuda Ka Bashar Se written by Deepak Purohit at UrduPoint. To Kya Rabta Phir KHuda Ka Bashar Se is one of the masterpieces written by Deepak Purohit. You can also find the complete poetry collection of Deepak Purohit by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Deepak Purohit' above.

To Kya Rabta Phir KHuda Ka Bashar Se is a widely read Urdu Ghazal. If you like To Kya Rabta Phir KHuda Ka Bashar Se, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.