Saloni Sham Ke Aangan Mein Jab Do Waqt Milte Hain, Urdu Ghazal By Deepak Qamar

Saloni Sham Ke Aangan Mein Jab Do Waqt Milte Hain is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Deepak Qamar. Saloni Sham Ke Aangan Mein Jab Do Waqt Milte Hain comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Saloni Sham Ke Aangan Mein Jab Do Waqt Milte Hain on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

سلونی شام کے آنگن میں جب دو وقت ملتے ہیں

دیپک قمر

سلونی شام کے آنگن میں جب دو وقت ملتے ہیں

بھٹکتے ہم سے ان سایوں میں کچھ آدھے ادھورے ہیں

سمندر ہے ہمارے سامنے مغرور و خود سر سا

ہمیں اک پل بنا کر فاصلے سب پار کرنے ہیں

اندھیروں سے اجالوں تک اجالوں سے اندھیروں تک

سدا گردش ہی گردش ہے کہاں جانے وہ پہنچے ہیں

زمیں کے پھول سونے اور چاندی سے نہیں کھلتے

کسی محنت کی خوشبو سے سبھی آنچل مہکتے ہیں

وہی ہیں سانپ وشکنیا کو ڈس کر پالنے والے

مری نگری کو رہ رہ کر وہ اب بھی زہر دیتے ہیں

ہر اک احساس کی پہچان خط و خال کھو بیٹھی

وہ اپنے آپ میں ڈوبے ہوئے گم سم سے رہتے ہیں

دیپک قمر

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Saloni Sham Ke Aangan Mein Jab Do Waqt Milte Hain

Deepak Qamar

saloni sham ke aangan mein jab do waqt milte hain
bhaTakte hum se un sayon mein kuchh aadhe adhure hain

samundar hai hamare samne maghrur-o-KHud-sar sa
hamein ek pul bana kar fasle sab par karne hain

andheron se ujalon tak ujalon se andheron tak
sada gardish hi gardish hai kahan jaane wo pahunche hain

zamin ke phul sone aur chandi se nahin khilte
kisi mehnat ki KHushbu se sabhi aanchal mahakte hain

wahi hain sanp wishkanya ko Das kar palne wale
meri nagri ko rah rah kar wo ab bhi zahr dete hain

har ek ehsas ki pahchan KHatt-o-KHal kho baiThi
wo apne aap mein Dube hue gum-sum se rahte hain

(943) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Saloni Sham Ke Aangan Mein Jab Do Waqt Milte Hain written by Deepak Qamar at UrduPoint. Saloni Sham Ke Aangan Mein Jab Do Waqt Milte Hain is one of the masterpieces written by Deepak Qamar. You can also find the complete poetry collection of Deepak Qamar by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Deepak Qamar' above.

Saloni Sham Ke Aangan Mein Jab Do Waqt Milte Hain is a widely read Urdu Ghazal. If you like Saloni Sham Ke Aangan Mein Jab Do Waqt Milte Hain, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.