Sare Nuqush Jis Pe Tere Aashiyan Ke Hain, Urdu Ghazal By Dil Ayubi

Sare Nuqush Jis Pe Tere Aashiyan Ke Hain is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Dil Ayubi. Sare Nuqush Jis Pe Tere Aashiyan Ke Hain comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Sare Nuqush Jis Pe Tere Aashiyan Ke Hain on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

سارے نقوش جس پہ ترے آشیاں کے ہیں

دل ایوبی

سارے نقوش جس پہ ترے آشیاں کے ہیں

دیر و حرم غبار اسی کارواں کے ہیں

وادی و کوہسار و بیاباں و گلستاں

اجزائے رنگ رنگ مری داستاں کے ہیں

ہر چند کوئے یار بہت فاصلے پہ ہے

بدلے ہوئے ابھی سے مزاج آسماں کے ہیں

ہمدم ہنسی اڑا نہ دل داغ داغ کی

تحفے دئیے ہوئے یہ کسی مہرباں کے ہیں

ہوں ذہن کے دریچے اگر وا تو دیکھ لے

پروردہ سب یقیں مرے حسن گماں کے ہیں

کیا دشمنوں کی کیجئے اے دلؔ شکایتیں

مارے ہوئے تو ہم کرم دوستاں کے ہیں

دل ایوبی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Sare Nuqush Jis Pe Tere Aashiyan Ke Hain

Dil Ayubi

sare nuqush jis pe tere aashiyan ke hain
dair-o-haram ghubar usi karwan ke hain

wadi-e-kohsar-o-bayaban-o-gulistan
ajza-e-rang-rang meri dastan ke hain

har chand ku-e-yar bahut fasle pe hai
badle hue abhi se mizaj aasman ke hain

hamdam hansi uDa na dil-e-dagh-dagh ki
tohfe diye hue ye kisi mehrban ke hain

hon zehn ke dariche agar wa to dekh le
parwarda sab yaqin mere husn-e-guman ke hain

kya dushmanon ki kijiye ai 'dil' shikayaten
mare hue to hum karam-e-dostan ke hain

(738) ووٹ وصول ہوئے

You can read Sare Nuqush Jis Pe Tere Aashiyan Ke Hain written by Dil Ayubi at UrduPoint. Sare Nuqush Jis Pe Tere Aashiyan Ke Hain is one of the masterpieces written by Dil Ayubi. You can also find the complete poetry collection of Dil Ayubi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Dil Ayubi' above.

Sare Nuqush Jis Pe Tere Aashiyan Ke Hain is a widely read Urdu Ghazal. If you like Sare Nuqush Jis Pe Tere Aashiyan Ke Hain, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.