Main Ki Gham Ki Aag Mein Dub Kar Sanwar Gaya, Urdu Ghazal By Dilkash Sagari

Main Ki Gham Ki Aag Mein Dub Kar Sanwar Gaya is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Dilkash Sagari. Main Ki Gham Ki Aag Mein Dub Kar Sanwar Gaya comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Main Ki Gham Ki Aag Mein Dub Kar Sanwar Gaya on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

میں کہ غم کی آگ میں ڈوب کر سنور گیا

دلکش ساگری

میں کہ غم کی آگ میں ڈوب کر سنور گیا

اور ہر گریز پا اپنی موت مر گیا

آپ مضمحل نہ ہوں دل کی واردات پر

پھول تھا جھلس گیا رنگ تھا بکھر گیا

مجھ سے کیا زوال کی مناسبت کہ دوستو

دن ڈھلے تو اور بھی غم مرا نکھر گیا

ان کو چھو لیا نگاہ نے تو یہ لگا مجھے

جیسے کوئی روح میں دور تک اتر گیا

چہرۂ حیات کو دیکھ کر لہو لہو

آج تو میں اپنے ہی دوستوں سے ڈر گیا

دلکش ساگری

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Main Ki Gham Ki Aag Mein Dub Kar Sanwar Gaya

Dilkash Sagari

main ki gham ki aag mein Dub kar sanwar gaya
aur har gurez-pa apni maut mar gaya

aap muzmahil na hon dil ki wardat par
phul tha jhulas gaya rang tha bikhar gaya

mujh se kya zawal ki munasibat ki dosto
din Dhale to aur bhi gham mera nikhar gaya

un ko chhu liya nigah ne to ye laga mujhe
jaise koi ruh mein dur tak utar gaya

chehra-e-hatyat ko dekh kar lahu lahu
aaj to main apne hi doston se Dar gaya

(851) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Main Ki Gham Ki Aag Mein Dub Kar Sanwar Gaya written by Dilkash Sagari at UrduPoint. Main Ki Gham Ki Aag Mein Dub Kar Sanwar Gaya is one of the masterpieces written by Dilkash Sagari. You can also find the complete poetry collection of Dilkash Sagari by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Dilkash Sagari' above.

Main Ki Gham Ki Aag Mein Dub Kar Sanwar Gaya is a widely read Urdu Ghazal. If you like Main Ki Gham Ki Aag Mein Dub Kar Sanwar Gaya, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.