Ye Kaise Dard Ne Qisse Ka IKHtitam Kiya, Urdu Ghazal By Dilnawaz Khan Dilnawaz

Ye Kaise Dard Ne Qisse Ka IKHtitam Kiya is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Dilnawaz Khan Dilnawaz. Ye Kaise Dard Ne Qisse Ka IKHtitam Kiya comes under the Love, Sad, Heart Broken category of Urdu Ghazal. You can read Ye Kaise Dard Ne Qisse Ka IKHtitam Kiya on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

یہ کیسے درد نے قصہ کا اختتام کیا

دلنواز خاں دلنواز

یہ کیسے درد نے قصہ کا اختتام کیا

مجھے مٹانے کا اک ذوق ناتمام کیا

وہ سبزہ سوکھا وہ پیڑوں سے گر پڑے پتے

ہماری موت کا کس کس نے احترام کیا

اٹھا جنازہ تو آنسو بہا کے بادل نے

وضو کا کتنا یہ بر وقت انتظام کیا

بہشت اور جہنم کے درمیاں رکھا

مرے گناہوں نے اتنا تو ایک کام کیا

ہے دل نوازؔ یہ دنیا کا ایک کھیل نیا

کسی نے لوٹا ہمیں اور کسی کا نام کیا

دلنواز خاں دلنواز

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Ye Kaise Dard Ne Qisse Ka IKHtitam Kiya

Dilnawaz Khan Dilnawaz

ye kaise dard ne qisse ka iKHtitam kiya
mujhe miTane ka ek zauq-e-na-tamam kiya

wo sabza sukha wo peDon se gir paDe patte
hamari maut ka kis kis ne ehtiram kiya

uTha janaza to aansu baha ke baadal ne
wuzu ka kitna ye bar-waqt intizam kiya

bahisht aur jahannum ke darmiyan rakha
mere gunahon ne itna to ek kaam kiya

hai 'dil-nawaz' ye duniya ka ek khel naya
kisi ne luTa hamein aur kisi ka nam kiya

(771) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Ye Kaise Dard Ne Qisse Ka IKHtitam Kiya written by Dilnawaz Khan Dilnawaz at UrduPoint. Ye Kaise Dard Ne Qisse Ka IKHtitam Kiya is one of the masterpieces written by Dilnawaz Khan Dilnawaz. You can also find the complete poetry collection of Dilnawaz Khan Dilnawaz by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Dilnawaz Khan Dilnawaz' above.

Ye Kaise Dard Ne Qisse Ka IKHtitam Kiya is a widely read Urdu Ghazal. If you like Ye Kaise Dard Ne Qisse Ka IKHtitam Kiya, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.