Har Adawat Pe Jahan Sulh Ki Saiqal Ho Jae, Urdu Ghazal By Dilnawaz Siddiqi

Har Adawat Pe Jahan Sulh Ki Saiqal Ho Jae is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Dilnawaz Siddiqi. Har Adawat Pe Jahan Sulh Ki Saiqal Ho Jae comes under the Love, Sad, Heart Broken category of Urdu Ghazal. You can read Har Adawat Pe Jahan Sulh Ki Saiqal Ho Jae on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

ہر عداوت پہ جہاں صلح کی صیقل ہو جائے

دلنواز صدیقی

ہر عداوت پہ جہاں صلح کی صیقل ہو جائے

دوست سچا بھی نکل آئے تو پاگل ہو جائے

چڑھتے دریا سے ڈرے ہیں تو ہے اپنوں کی تلاش

کاش کچھ دیر کو یہ خوف مسلسل ہو جائے

مات کھا کھا کے یوں ہی روتے رہے ہیں صدیوں

ان کا دستہ بھی کسی بار ہراول ہو جائے

کیوں جھکے سر یہ کسی غیر خدا کے آگے

کیوں عقیدت میں کوئی عقل سے پیدل ہو جائے

ہم بھی آئیں گے تری نظر گزاری کو کبھی

ہاں ذرا خشک تذبذب کی یہ دلدل ہو جائے

دلنواز صدیقی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Har Adawat Pe Jahan Sulh Ki Saiqal Ho Jae

Dilnawaz Siddiqi

har adawat pe jahan sulh ki saiqal ho jae
dost sachcha bhi nikal aae to pagal ho jae

chaDhte dariya se Dare hain to hai apnon ki talash
kash kuchh der ko ye KHauf musalsal ho jae

mat kha kha ke yun hi rote rahe hain sadiyon
in ka dasta bhi kisi bar haraawal ho jae

kyon jhuke sar ye kisi ghair KHuda ke aage
kyon aqidat mein koi aql se paidal ho jae

hum bhi aaenge teri nazar-guzari ko kabhi
han zara KHushk tazabzub ki ye daldal ho jae

(710) ووٹ وصول ہوئے

You can read Har Adawat Pe Jahan Sulh Ki Saiqal Ho Jae written by Dilnawaz Siddiqi at UrduPoint. Har Adawat Pe Jahan Sulh Ki Saiqal Ho Jae is one of the masterpieces written by Dilnawaz Siddiqi. You can also find the complete poetry collection of Dilnawaz Siddiqi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Dilnawaz Siddiqi' above.

Har Adawat Pe Jahan Sulh Ki Saiqal Ho Jae is a widely read Urdu Ghazal. If you like Har Adawat Pe Jahan Sulh Ki Saiqal Ho Jae, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.