KHayal Se To Ibtida Hui Hai Kaenat Ki, Urdu Ghazal By Dilnawaz Siddiqi

KHayal Se To Ibtida Hui Hai Kaenat Ki is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Dilnawaz Siddiqi. KHayal Se To Ibtida Hui Hai Kaenat Ki comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read KHayal Se To Ibtida Hui Hai Kaenat Ki on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

خیال سے تو ابتدا ہوئی ہے کائنات کی

دلنواز صدیقی

خیال سے تو ابتدا ہوئی ہے کائنات کی

عمل کی دسترس میں ہیں حدیں تخیلات کی

فقط عمل کی ایک بات کر ہزار بات کی

رخ حیات سے اٹھا ردا توقعات کی

یہی تو اک دلیل ہے مریض نفسیات کی

عدو یہ ذمہ داریاں ہیں اپنی واجبات کی

سزا ہے کس گناہ کی کہ ایسے پاسباں ملے

جو دشمنوں سے مانگتے ہیں بھیک التفات کی

ہزار راستے ہیں یوں تو گمرہی کے واسطے

مگر صراط مستقیم ایک ہے نجات کی

دلنواز صدیقی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

KHayal Se To Ibtida Hui Hai Kaenat Ki

Dilnawaz Siddiqi

KHayal se to ibtida hui hai kaenat ki
amal ki dastaras mein hain haden taKHaiyyulat ki

faqat amal ki ek baat kar hazar baat ki
ruKH-e-hayat se uTha rida tawaqquat ki

yahi to ek dalil hai mariz-e-nafsiyat ki
adu ye zimmedariyan hain apni wajibaat ki

saza hai kis gunah ki ki aise pasban mile
jo dushmanon se mangte hain bhik iltifat ki

hazar raste hain yun to gumrahi ke waste
magar siraat-e-mustaqim ek hai najat ki

(683) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read KHayal Se To Ibtida Hui Hai Kaenat Ki written by Dilnawaz Siddiqi at UrduPoint. KHayal Se To Ibtida Hui Hai Kaenat Ki is one of the masterpieces written by Dilnawaz Siddiqi. You can also find the complete poetry collection of Dilnawaz Siddiqi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Dilnawaz Siddiqi' above.

KHayal Se To Ibtida Hui Hai Kaenat Ki is a widely read Urdu Ghazal. If you like KHayal Se To Ibtida Hui Hai Kaenat Ki, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.