Shikayat Kis Se Hai Kis Baat Ki Hai, Urdu Ghazal By Dinesh Kumar Drouna

Shikayat Kis Se Hai Kis Baat Ki Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Dinesh Kumar Drouna. Shikayat Kis Se Hai Kis Baat Ki Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Shikayat Kis Se Hai Kis Baat Ki Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

شکایت کس سے ہے کس بات کی ہے

دنیش کمار درونا

شکایت کس سے ہے کس بات کی ہے

کمی کوئی نہیں کیا یہ کمی ہے

نظر انداز کر کے یہ ملا ہے

کہ اب اس کو محبت ہو رہی ہے

میں اک دریا کا پیاسا تھا مگر اب

اسی دریا کو میری تشنگی ہے

سفر میں نیند میں دفتر میں گھر میں

کسی کی ہر جگہ موجودگی ہے

مرا غم ڈھک لیا ہے قہقہوں نے

اجالوں میں غضب کی تیرگی ہے

خدا ہونے نہیں دیتا ہے مجھ کو

مرے اندر کا وہ جو آدمی ہے

محبت ہو کہ ہو نفرت کسی سے

جگہ دل میں برابر گھیرتی ہے

دنیش کمار درونا

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Shikayat Kis Se Hai Kis Baat Ki Hai

Dinesh Kumar Drouna

shikayat kis se hai kis baat ki hai
kami koi nahin kya ye kami hai

nazar-andaz kar ke ye mila hai
ki ab us ko mohabbat ho rahi hai

main ek dariya ka pyasa tha magar ab
usi dariya ko meri tishnagi hai

safar mein nind mein daftar mein ghar mein
kisi ki har jagah maujudgi hai

mera gham Dhak liya hai qahqahon ne
ujalon mein ghazab ki tirgi hai

KHuda hone nahin deta hai mujh ko
mere andar ka wo jo aadmi hai

mohabbat ho ki ho nafrat kisi se
jagah dil mein barabar gherti hai

(710) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Shikayat Kis Se Hai Kis Baat Ki Hai written by Dinesh Kumar Drouna at UrduPoint. Shikayat Kis Se Hai Kis Baat Ki Hai is one of the masterpieces written by Dinesh Kumar Drouna. You can also find the complete poetry collection of Dinesh Kumar Drouna by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Dinesh Kumar Drouna' above.

Shikayat Kis Se Hai Kis Baat Ki Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Shikayat Kis Se Hai Kis Baat Ki Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.