Ghamon Ko Apne Daba Ke Rakhna Kamal Hai Ya Nahin Hai Bolo, Urdu Ghazal By Dipishikha Sagar

Ghamon Ko Apne Daba Ke Rakhna Kamal Hai Ya Nahin Hai Bolo is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Dipishikha Sagar. Ghamon Ko Apne Daba Ke Rakhna Kamal Hai Ya Nahin Hai Bolo comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Ghamon Ko Apne Daba Ke Rakhna Kamal Hai Ya Nahin Hai Bolo on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

غموں کو اپنے دبا کے رکھنا کمال ہے یا نہیں ہے بولو

دپیشکھا ساگر

غموں کو اپنے دبا کے رکھنا کمال ہے یا نہیں ہے بولو

یہ دل کی دولت چھپا کے رکھنا کمال ہے یا نہیں ہے بولو

ہر اک تمنا کی رہ گزر پر مخالفت کی ہوا کے سر پر

چراغ الفت جلا کے رکھنا کمال ہے یا نہیں ہے بولو

سمندروں کا مزاج ہو کر زمین چاہت پہ اشک بو کر

لبوں پہ خشکی سجا کے رکھنا کمال ہے یا نہیں ہے بولو

رفاقتوں کے اصول جیسے مہکتے خوش رنگ پھول جیسے

جگر کو پتھر بنا کے رکھنا کمال ہے یا نہیں ہے بولو

وہ گزرے لمحے وہ سال سارے دئے جو رومال تم نے سارے

وہ اپنے دل میں سجا کے رکھنا کمال ہے یا نہیں ہے بولو

وہ روشنی کا سراغ بن کر کھلی چھتوں کا چراغ بن کر

خلاف خود کو ہوا کے رکھنا کمال ہے یا نہیں ہے بولو

نئے زمانہ کے قاصدوں سے ہے بچنا کس طرح حاسدوں سے

شکھاؔ کو سب کچھ سکھا کے رکھنا کمال ہے یا نہیں ہے بولو

دپیشکھا ساگر

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Ghamon Ko Apne Daba Ke Rakhna Kamal Hai Ya Nahin Hai Bolo

Dipishikha Sagar

ghamon ko apne daba ke rakhna kamal hai ya nahin hai bolo
ye dil ki daulat chhupa ke rakhna kamal hai ya nahin hai bolo

har ek tamanna ki rahguzar par muKHalifat ki hawa ke sar par
charagh-e-ulfat jala ke rakhna kamal hai ya nahin hai bolo

samundaron ka mizaj ho kar zamin-e-chahat pe ashk bo kar
labon pe KHushki saja ke rakhna kamal hai ya nahin hai bolo

rafaqaton ke usul jaise mahakte KHush-rang phul jaise
jigar ko patthar bana ke rakhna kamal hai ya nahin hai bolo

wo guzre lamhe wo sal sare diye jo rumal tum ne sare
wo apne dil mein saja ke rakhna kamal hai ya nahin hai bolo

wo raushni ka suragh ban kar khuli chhaton ka charagh ban kar
KHilaf KHud ko hawa ke rakhna kamal hai ya nahin hai bolo

nae zamana ke qasidon se hai bachna kis tarah hasidon se
'shikha' ko sab kuchh sikha ke rakhna kamal hai ya nahin hai bolo

(876) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Ghamon Ko Apne Daba Ke Rakhna Kamal Hai Ya Nahin Hai Bolo written by Dipishikha Sagar at UrduPoint. Ghamon Ko Apne Daba Ke Rakhna Kamal Hai Ya Nahin Hai Bolo is one of the masterpieces written by Dipishikha Sagar. You can also find the complete poetry collection of Dipishikha Sagar by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Dipishikha Sagar' above.

Ghamon Ko Apne Daba Ke Rakhna Kamal Hai Ya Nahin Hai Bolo is a widely read Urdu Ghazal. If you like Ghamon Ko Apne Daba Ke Rakhna Kamal Hai Ya Nahin Hai Bolo, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.