Meri UjDi Jawani Ka Hai Bas Itna Nishan Baqi, Urdu Ghazal By Dr Naresh

Meri UjDi Jawani Ka Hai Bas Itna Nishan Baqi is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Dr Naresh. Meri UjDi Jawani Ka Hai Bas Itna Nishan Baqi comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Meri UjDi Jawani Ka Hai Bas Itna Nishan Baqi on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

مری اجڑی جوانی کا ہے بس اتنا نشاں باقی

ڈاکٹر نریش

مری اجڑی جوانی کا ہے بس اتنا نشاں باقی

نشیمن جل گیا لیکن ابھی تک ہے دھواں باقی

خدا جانے سزا ہم کو ملی ہے کن گناہوں کی

کہ اپنے ملک میں ہی اب نہیں اپنی زباں باقی

مکیں جتنے بھی ہیں سب میہماں دو چار دن کے ہیں

رہے گا اس زمانے میں فقط وہ لا مکاں باقی

حیات و موت کی ہر آزمائش ختم ہے تو کیا

ابھی روز قیامت کا بھی ہے اک امتحاں باقی

نریشؔ احساس کا یوں منجمد ہونا معاذ اللہ

نہ فریاد و فغاں باقی نہ دل باقی نہ جاں باقی

ڈاکٹر نریش

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Meri UjDi Jawani Ka Hai Bas Itna Nishan Baqi

Dr Naresh

meri ujDi jawani ka hai bas itna nishan baqi
nasheman jal gaya lekin abhi tak hai dhuan baqi

KHuda jaane saza hum ko mili hai kin gunahon ki
ki apne mulk mein hi ab nahin apni zaban baqi

makin jitne bhi hain sab mehman do-chaar din ke hain
rahega is zamane mein faqat wo la-makan baqi

hayat-o-maut ki har aazmaish KHatm hai to kya
abhi roz-e-qayamat ka bhi hai ek imtihan baqi

'naresh' ehsas ka yun munjamid hona maaz-allah
na fariyaad-o-fughan baqi na dil baqi na jaan baqi

(1077) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Meri UjDi Jawani Ka Hai Bas Itna Nishan Baqi written by Dr Naresh at UrduPoint. Meri UjDi Jawani Ka Hai Bas Itna Nishan Baqi is one of the masterpieces written by Dr Naresh. You can also find the complete poetry collection of Dr Naresh by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Dr Naresh' above.

Meri UjDi Jawani Ka Hai Bas Itna Nishan Baqi is a widely read Urdu Ghazal. If you like Meri UjDi Jawani Ka Hai Bas Itna Nishan Baqi, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.