Kab Wo Tanhai Ke Aasar Se Ghabrae Hain, Urdu Ghazal By Ehsaan Ghaman

Kab Wo Tanhai Ke Aasar Se Ghabrae Hain is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Ehsaan Ghaman. Kab Wo Tanhai Ke Aasar Se Ghabrae Hain comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Kab Wo Tanhai Ke Aasar Se Ghabrae Hain on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

کب وہ تنہائی کے آثار سے گھبرائے ہیں

احسان گھمن

کب وہ تنہائی کے آثار سے گھبرائے ہیں

لوگ تو رونق بازار سے گھبرائے ہیں

کون کرتا ہے بھلا آبلہ پائی کا گلا

ہم تو بس رستوں کی رفتار سے گھبرائے ہیں

اپنے قامت سے نکلنا پڑا باہر ان کو

جو شجر سایۂ دیوار سے گھبرائے ہیں

لوگ قیمت تو لگائیں گے یہ بازار تو ہے

بے وجہ ہم تو خریدار سے گھبرائے ہیں

کس لئے مانگ رہے ہیں مری دستار وہ لوگ

جو مری جرأت گفتار سے گھبرائے ہیں

ہم کو ایسے نہیں آوارگی سوجھی احسانؔ

ہم تو اپنے در و دیوار سے گھبرائے ہیں

احسان گھمن

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Kab Wo Tanhai Ke Aasar Se Ghabrae Hain

Ehsaan Ghaman

kab wo tanhai ke aasar se ghabrae hain
log to raunaq-e-bazar se ghabrae hain

kaun karta hai bhala aabla-pai ka gila
hum to bas raston ki raftar se ghabrae hain

apne qamat se nikalna paDa bahar un ko
jo shajar saya-e-diwar se ghabrae hain

log qimat to lagaenge ye bazar to hai
be-wajh hum to KHaridar se ghabrae hain

kis liye mang rahe hain meri dastar wo log
jo mari jurat-e-guftar se ghabrae hain

hum ko aise nahin aawargi sujhi 'ehsan'
hum to apne dar-o-diwar se ghabrae hain

(734) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Kab Wo Tanhai Ke Aasar Se Ghabrae Hain written by Ehsaan Ghaman at UrduPoint. Kab Wo Tanhai Ke Aasar Se Ghabrae Hain is one of the masterpieces written by Ehsaan Ghaman. You can also find the complete poetry collection of Ehsaan Ghaman by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Ehsaan Ghaman' above.

Kab Wo Tanhai Ke Aasar Se Ghabrae Hain is a widely read Urdu Ghazal. If you like Kab Wo Tanhai Ke Aasar Se Ghabrae Hain, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.