Tark-e-talluq Ke Baad, Urdu Nazam By Ehtisham Akhtar

Tark-e-talluq Ke Baad is a famous Urdu Nazam written by a famous poet, Ehtisham Akhtar. Tark-e-talluq Ke Baad comes under the Love, Sad category of Urdu Nazam. You can read Tark-e-talluq Ke Baad on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

ترک تعلق کے بعد

احتشام اختر

اب چائے ٹھنڈی نہیں ہوگی

داڑھی اب نہیں بڑھے گی

اب قمیص کے بٹن نہیں ٹوٹیں گے

تغافل کسی کا اب نہیں ستائے گا

اب کسی کے انتظار کا غم نہیں رلائے گا

تھکن اب پیروں سے نہیں الجھے گی

فاصلے اب درمیاں نہیں آئیں گے

دل میں اب کوئی خلش نہیں ہوگی

اب دیر تک نیند آئے گی

آفس جانے کے لئے

مجھے اب بیوی جگائے گی

احتشام اختر

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Tark-e-talluq Ke Baad

Ehtisham Akhtar

ab chae ThanDi nahin hogi
daDhi ab nahin baDhegi
ab qamis ke baTan nahin TuTenge
taghaful kisi ka ab nahin sataega
ab kisi ke intizar ka gham nahin rulaega
thakan ab pairon se nahin uljhegi
fasle ab darmiyan nahin aaenge
dil mein ab koi KHalish nahin hogi
ab der tak nind aaegi
office jaane ke liye
mujhe ab biwi jagaegi

(585) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Tark-e-talluq Ke Baad written by Ehtisham Akhtar at UrduPoint. Tark-e-talluq Ke Baad is one of the masterpieces written by Ehtisham Akhtar. You can also find the complete poetry collection of Ehtisham Akhtar by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Ehtisham Akhtar' above.

Tark-e-talluq Ke Baad is a widely read Urdu Nazam. If you like Tark-e-talluq Ke Baad, you will also like to read other famous Urdu Nazam.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.