Aur Ab Aql Ka Bar Nahin Gar Sah Sakte Ho, Urdu Ghazal By Ehtisham Ul Haq Siddiqui

Aur Ab Aql Ka Bar Nahin Gar Sah Sakte Ho is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Ehtisham Ul Haq Siddiqui. Aur Ab Aql Ka Bar Nahin Gar Sah Sakte Ho comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Aur Ab Aql Ka Bar Nahin Gar Sah Sakte Ho on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

اور اب عقل کا بار نہیں گر سہ سکتے ہو

احتشام الحق صدیقی

اور اب عقل کا بار نہیں گر سہ سکتے ہو

دل کے اس پاگل خانے میں رہ سکتے ہو

میرے دل میں رہنا راس نہیں آیا تو

بے شک آنکھ سے آنسو بن کر بہہ سکتے ہو

تم سر تا پا آگ ہو میں ہوں ٹوٹل پانی

صاف ہے میرے ساتھ نہیں تم رہ سکتے ہو

پتھر وتھر ظالم والم بے حس ویحس

مجھ کو جو بھی کہنا چاہو کہہ سکتے ہو

مٹی ہوتا تو پی جاتا پر شیشہ ہوں

میرے اوپر بے فکری سے بہہ سکتے ہو

احتشام الحق صدیقی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Aur Ab Aql Ka Bar Nahin Gar Sah Sakte Ho

Ehtisham Ul Haq Siddiqui

aur ab aql ka bar nahin gar sah sakte ho
dil ke is pagal-KHane mein rah sakte ho

mere dil mein rahna ras nahin aaya to
be-shak aankh se aansu ban kar bah sakte ho

tum sar-ta-pa aag ho main hun total pani
saf hai mere sath nahin tum rah sakte ho

patthar-watthar zalim-walim behis-wehis
mujh ko jo bhi kahna chaho kah sakte ho

miTTi hota to pi jata par shisha hun
mere upar be-fikri se bah sakte ho

(667) ووٹ وصول ہوئے

You can read Aur Ab Aql Ka Bar Nahin Gar Sah Sakte Ho written by Ehtisham Ul Haq Siddiqui at UrduPoint. Aur Ab Aql Ka Bar Nahin Gar Sah Sakte Ho is one of the masterpieces written by Ehtisham Ul Haq Siddiqui. You can also find the complete poetry collection of Ehtisham Ul Haq Siddiqui by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Ehtisham Ul Haq Siddiqui' above.

Aur Ab Aql Ka Bar Nahin Gar Sah Sakte Ho is a widely read Urdu Ghazal. If you like Aur Ab Aql Ka Bar Nahin Gar Sah Sakte Ho, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.