Mere Wajud Ka Aaina Saf Usi Ne Kiya, Urdu Ghazal By Ehtisham Ul Haq Siddiqui

Mere Wajud Ka Aaina Saf Usi Ne Kiya is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Ehtisham Ul Haq Siddiqui. Mere Wajud Ka Aaina Saf Usi Ne Kiya comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Mere Wajud Ka Aaina Saf Usi Ne Kiya on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

مرے وجود کا آئینہ صاف اسی نے کیا

احتشام الحق صدیقی

مرے وجود کا آئینہ صاف اسی نے کیا

اسی کو کرنا تھا آخر معاف اسی نے کیا

یہ میرا گوشۂ دل پاک اسی کے دم سے ہے

کہ رات دن کا یہاں اعتکاف اسی نے کیا

بنا بتائے وہ دل میں سما بھی سکتا ہے

اتر کے دل میں یہ سب انکشاف اسی نے کیا

میں اس کے عہد پہ اب بھی ہوں منتظر اس کا

خود اپنے عہد سے بھی انحراف اسی نے کیا

ورق ورق میں عبارت ہی پڑھتا رہتا تھا

میں لفظ بیں تھا مجھے موشگاف اسی نے کیا

احتشام الحق صدیقی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Mere Wajud Ka Aaina Saf Usi Ne Kiya

Ehtisham Ul Haq Siddiqui

mere wajud ka aaina saf usi ne kiya
usi ko karna tha aaKHir muaf usi ne kiya

ye mera gosha-e-dil pak usi ke dam se hai
ki raat-din ka yahan etakaf usi ne kiya

bina batae wo dil mein sama bhi sakta hai
utar ke dil mein ye sab inkishaf usi ne kiya

main us ke ahd pe ab bhi hun muntazir us ka
KHud apne ahd se bhi inhiraf usi ne kiya

waraq waraq mein ibarat hi paDhta rahta tha
main lafz-bin tha mujhe mushigaf usi ne kiya

(813) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Mere Wajud Ka Aaina Saf Usi Ne Kiya written by Ehtisham Ul Haq Siddiqui at UrduPoint. Mere Wajud Ka Aaina Saf Usi Ne Kiya is one of the masterpieces written by Ehtisham Ul Haq Siddiqui. You can also find the complete poetry collection of Ehtisham Ul Haq Siddiqui by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Ehtisham Ul Haq Siddiqui' above.

Mere Wajud Ka Aaina Saf Usi Ne Kiya is a widely read Urdu Ghazal. If you like Mere Wajud Ka Aaina Saf Usi Ne Kiya, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.