BhiD Chaaron Taraf Magar Tanha, Urdu Ghazal By Ejaz Ali Arshad

BhiD Chaaron Taraf Magar Tanha is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Ejaz Ali Arshad. BhiD Chaaron Taraf Magar Tanha comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read BhiD Chaaron Taraf Magar Tanha on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

بھیڑ چاروں طرف مگر تنہا

اعجاز علی ارشد

بھیڑ چاروں طرف مگر تنہا

لوگ رہتے ہیں عمر بھر تنہا

کارواں کارواں ہر اک منظر

آدمی آدمی مگر تنہا

سیکڑوں قافلے گزرتے ہیں

اور رہتی ہے رہ گزر تنہا

اب محافظ بھی لوٹ لیتے ہیں

چھوڑ کر جائیے نہ گھر تنہا

روز ملتا ہوں سیکڑوں سے مگر

روز جاتا ہوں اپنے گھر تنہا

دوستوں کی تلاش میں ارشدؔ

لوٹ کر آ گئی نظر تنہا

اعجاز علی ارشد

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

BhiD Chaaron Taraf Magar Tanha

Ejaz Ali Arshad

bhiD chaaron taraf magar tanha
log rahte hain umr bhar tanha

karwan karwan har ek manzar
aadmi aadmi magar tanha

saikDon qafile guzarte hain
aur rahti hai rahguzar tanha

ab muhafiz bhi luT lete hain
chhoD kar jaiye na ghar tanha

roz milta hun saikDon se magar
roz jata hun apne ghar tanha

doston ki talash mein 'arshad'
lauT kar aa gai nazar tanha

(1067) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read BhiD Chaaron Taraf Magar Tanha written by Ejaz Ali Arshad at UrduPoint. BhiD Chaaron Taraf Magar Tanha is one of the masterpieces written by Ejaz Ali Arshad. You can also find the complete poetry collection of Ejaz Ali Arshad by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Ejaz Ali Arshad' above.

BhiD Chaaron Taraf Magar Tanha is a widely read Urdu Ghazal. If you like BhiD Chaaron Taraf Magar Tanha, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.