Ajab Hi Kya Hai Agar Dhund Mein Ghubar Mein Hai, Urdu Ghazal By Ejaz Ansari

Ajab Hi Kya Hai Agar Dhund Mein Ghubar Mein Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Ejaz Ansari. Ajab Hi Kya Hai Agar Dhund Mein Ghubar Mein Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Ajab Hi Kya Hai Agar Dhund Mein Ghubar Mein Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

عجب ہی کیا ہے اگر دھند میں غبار میں ہے

اعجاز انصاری

عجب ہی کیا ہے اگر دھند میں غبار میں ہے

وہ شخص اپنے بنائے ہوئے حصار میں ہے

کہاں ہے وقت ابھی ہم کو دل لگانے کا

ہماری سوچ ابھی فکر روزگار میں ہے

غموں کے سائے میں خوشیوں کے پھول مہکے ہیں

خزاں کا عکس بھی کچھ موسم بہار میں ہے

جو اقتدار کے لائق نہ تھا کسی صورت

ستم یہ ہے کہ وہی شخص اقتدار میں ہے

خدا کو کرنا ہے واپس رہے خیال اعجازؔ

ہمارے پاس تو یہ زندگی ادھار میں ہے

اعجاز انصاری

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Ajab Hi Kya Hai Agar Dhund Mein Ghubar Mein Hai

Ejaz Ansari

ajab hi kya hai agar dhund mein ghubar mein hai
wo shaKHs apne banae hue hisar mein hai

kahan hai waqt abhi hum ko dil lagane ka
hamari soch abhi fikr-e-rozgar mein hai

ghamon ke sae mein KHushiyon ke phul mahke hain
KHizan ka aks bhi kuchh mausam-e-bahaar mein hai

jo eqtidar ke laeq na tha kisi surat
sitam ye hai ki wahi shaKHs eqtidar mein hai

KHuda ko karna hai wapas rahe KHayal 'ejaz'
hamare pas to ye zindagi udhaar mein hai

(1021) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Ajab Hi Kya Hai Agar Dhund Mein Ghubar Mein Hai written by Ejaz Ansari at UrduPoint. Ajab Hi Kya Hai Agar Dhund Mein Ghubar Mein Hai is one of the masterpieces written by Ejaz Ansari. You can also find the complete poetry collection of Ejaz Ansari by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Ejaz Ansari' above.

Ajab Hi Kya Hai Agar Dhund Mein Ghubar Mein Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Ajab Hi Kya Hai Agar Dhund Mein Ghubar Mein Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.