Kisi Ke Shikwa-ha-e-jaur Se Waqif Zaban Kyun Ho, Urdu Ghazal By Ejaz Warsi

Kisi Ke Shikwa-ha-e-jaur Se Waqif Zaban Kyun Ho is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Ejaz Warsi. Kisi Ke Shikwa-ha-e-jaur Se Waqif Zaban Kyun Ho comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Kisi Ke Shikwa-ha-e-jaur Se Waqif Zaban Kyun Ho on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

کسی کے شکوہ ہائے جور سے واقف زباں کیوں ہو

اعجاز وارثی

کسی کے شکوہ ہائے جور سے واقف زباں کیوں ہو

غم دل آگ تو لگ ہی چکی لیکن دھواں کیوں ہو

محبت میں وصال و ہجر کی تمییز کیا معنی

بساط عشق پر بازیچۂ سود و زیاں کیوں ہو

جبیں سائل تھی نادم ہے مگر اے سجدۂ آخر

مری محرومیوں سے بے تعلق آستاں کیوں ہو

خداوندا چمن میں تو نشیمن ہی نشیمن ہیں

نظر میں برق کی صرف ایک شاخ آشیاں کیوں ہو

روایات کہن کو عزم نو خاطر میں کیا لائے

ضمیر کارواں پابند میر کارواں کیوں ہو

یہ مانا ایک آنسو ہے مگر اے سعئ ضبط غم

سر مژگاں یہ اک آنسو بھی دل کا ترجماں کیوں ہو

زمانہ جب بھلا ہی بیٹھا اعجازؔ حزیں تجھ کو

کوئی اب مہرباں کیوں ہو کوئی نا مہرباں کیوں ہو

اعجاز وارثی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Kisi Ke Shikwa-ha-e-jaur Se Waqif Zaban Kyun Ho

Ejaz Warsi

kisi ke shikwa-ha-e-jaur se waqif zaban kyun ho
gham-e-dil aag to lag hi chuki lekin dhuan kyun ho

mohabbat mein visal-o-hijr ki tamiz kya mani
bisat-e-ishq par bazicha-e-sud-o-ziyan kyun ho

jabin sail thi nadim hai magar ai sajda-e-aKHir
meri mahrumiyon se be-talluq aastan kyun ho

KHudawanda chaman mein to nasheman hi nasheman hain
nazar mein barq ki sirf ek shaKH-e-ashiyan kyun ho

riwayat-e-kuhan ko azm-e-nau KHatir mein kya lae
zamir-e-karwan paband-e-mir-e-karwan kyun ho

ye mana ek aansu hai magar ai sai-e-zabt-e-gham
sar-e-mizhgan ye ek aansu bhi dil ka tarjuman kyun ho

zamana jab bhula hi baiTha 'ejaz'-e-hazin tujh ko
koi ab mehrban kyun ho koi na-mehrban kyun ho

(556) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Kisi Ke Shikwa-ha-e-jaur Se Waqif Zaban Kyun Ho written by Ejaz Warsi at UrduPoint. Kisi Ke Shikwa-ha-e-jaur Se Waqif Zaban Kyun Ho is one of the masterpieces written by Ejaz Warsi. You can also find the complete poetry collection of Ejaz Warsi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Ejaz Warsi' above.

Kisi Ke Shikwa-ha-e-jaur Se Waqif Zaban Kyun Ho is a widely read Urdu Ghazal. If you like Kisi Ke Shikwa-ha-e-jaur Se Waqif Zaban Kyun Ho, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.