Lafz Ka Bas Hai Talluq Mere Tere Darmiyan, Urdu Ghazal By Faheem Aazmi

Lafz Ka Bas Hai Talluq Mere Tere Darmiyan is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Faheem Aazmi. Lafz Ka Bas Hai Talluq Mere Tere Darmiyan comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Lafz Ka Bas Hai Talluq Mere Tere Darmiyan on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

لفظ کا بس ہے تعلق میرے تیرے درمیاں

فہیم اعظمی

لفظ کا بس ہے تعلق میرے تیرے درمیاں

لفظ کے معنی پہ قائم سارے رشتوں کا نشاں

پہلے چپ کی گفتگو اس کی سمجھ میں آتی تھی

بھول بیٹھی ہے کہی اور ان کہی دونوں زباں

لفظ خود ہم نے گڑھے اظہار الفت کے لیے

وصل کی تکمیل ہے ممنون تشکیل لساں

ہو نہ گر الفت تو نفرت ہو ضروری تو نہیں

یہ بھی ہو سکتا ہے وہ ہو بے نیاز عاشقاں

لب کشا ہوں یا کہ چپ ہوں دیکھ کر اس کی طرف

ہے فہیمؔ اپنے قبیلے کا سمجھتا ہے زیاں

فہیم اعظمی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Lafz Ka Bas Hai Talluq Mere Tere Darmiyan

Faheem Aazmi

lafz ka bas hai talluq mere tere darmiyan
lafz ke mani pe qaem sare rishton ka nishan

pahle chup ki guftugu us ki samajh mein aati thi
bhul baiThi hai kahi aur an-kahi donon zaban

lafz KHud hum ne gaDhe izhaar-e-ulfat ke liye
wasl ki takmil hai mamnun-e-tashkil-e-lisan

ho na gar ulfat to nafrat ho zaruri to nahin
ye bhi ho sakta hai wo ho be-niyaz-e-ashiqan

lab-kusha hon ya ki chup hon dekh kar us ki taraf
hai 'fahim' apne qabile ka samajhta hai ziyan

(1107) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Lafz Ka Bas Hai Talluq Mere Tere Darmiyan written by Faheem Aazmi at UrduPoint. Lafz Ka Bas Hai Talluq Mere Tere Darmiyan is one of the masterpieces written by Faheem Aazmi. You can also find the complete poetry collection of Faheem Aazmi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Faheem Aazmi' above.

Lafz Ka Bas Hai Talluq Mere Tere Darmiyan is a widely read Urdu Ghazal. If you like Lafz Ka Bas Hai Talluq Mere Tere Darmiyan, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.