Ek Nazar MuD Ke Mujhe Dekh Ai Jaane Wale, Urdu Ghazal By Faisal Fehmi

Ek Nazar MuD Ke Mujhe Dekh Ai Jaane Wale is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Faisal Fehmi. Ek Nazar MuD Ke Mujhe Dekh Ai Jaane Wale comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Ek Nazar MuD Ke Mujhe Dekh Ai Jaane Wale on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

اک نظر مڑ کے مجھے دیکھ اے جانے والے

فیصل فہمی

اک نظر مڑ کے مجھے دیکھ اے جانے والے

یہ جو لمحے ہیں کبھی پھر نہیں آنے والے

کتنی پاکیزہ جگہ ہے کہ جہاں پر لوگوں

اہل مقتل ہیں مری لاش جلانے والے

غم دوراں کے مصائب کا مداوا کیا ہے

عشق بس عشق بتاتے ہیں بتانے والے

یہی سب لوگ ہیں ان سب نے مرا قتل کیا

یہ مری قبر کو پھولوں سے سجانے والے

میں نے یہ بات بہت دیر سے جانی فہمیؔ

سارے وعدے نہیں ہوتے ہیں نبھانے والے

فیصل فہمی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Ek Nazar MuD Ke Mujhe Dekh Ai Jaane Wale

Faisal Fehmi

ek nazar muD ke mujhe dekh ai jaane wale
ye jo lamhe hain kabhi phir nahin aane wale

kitni pakiza jagah hai ki jahan par logon
ahl-e-maqtal hain meri lash jalane wale

gham-e-dauran ke masaib ka mudawa kya hai
ishq bas ishq batate hain batane wale

yahi sab log hain un sab ne mera qatl kiya
ye meri qabr ko phulon se sajaane wale

main ne ye baat bahut der se jaani 'fahmi'
sare wade nahin hote hain nibhane wale

(743) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Ek Nazar MuD Ke Mujhe Dekh Ai Jaane Wale written by Faisal Fehmi at UrduPoint. Ek Nazar MuD Ke Mujhe Dekh Ai Jaane Wale is one of the masterpieces written by Faisal Fehmi. You can also find the complete poetry collection of Faisal Fehmi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Faisal Fehmi' above.

Ek Nazar MuD Ke Mujhe Dekh Ai Jaane Wale is a widely read Urdu Ghazal. If you like Ek Nazar MuD Ke Mujhe Dekh Ai Jaane Wale, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.