KHuda Ke Zikr Mein Mashghul Hain Jo Mast PahaD, Urdu Ghazal By Faisal Nadeem Faisal

KHuda Ke Zikr Mein Mashghul Hain Jo Mast PahaD is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Faisal Nadeem Faisal. KHuda Ke Zikr Mein Mashghul Hain Jo Mast PahaD comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read KHuda Ke Zikr Mein Mashghul Hain Jo Mast PahaD on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

خدا کے ذکر میں مشغول ہیں جو مست پہاڑ

فیصل ندیم فیصل

خدا کے ذکر میں مشغول ہیں جو مست پہاڑ

سمجھ گئے ہیں یقیناً ادائے وقت پہاڑ

ہماری ذات تعجب کی ایک دنیا ہے

کہیں پہ جھیل سمندر کہیں درخت پہاڑ

تمہارے ساتھ دعائیں عطائیں زاد سفر

ہمارے ساتھ مسلسل سراب دشت پہاڑ

خبر ہوا سے ملی ہے تمہاری آمد کی

مگر اسے بھی سمجھتے ہیں اوج بخت پہاڑ

جو چل پڑے تو ٹھہرنے کا پھر جواز نہیں

ہمارے حوصلے فیصلؔ کہ جیسے سخت پہاڑ

فیصل ندیم فیصل

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

KHuda Ke Zikr Mein Mashghul Hain Jo Mast PahaD

Faisal Nadeem Faisal

KHuda ke zikr mein mashghul hain jo mast pahaD
samajh gae hain yaqinan ada-e-waqt pahaD

hamari zat tajjub ki ek duniya hai
kahin pe jhil samundar kahin daraKHt pahaD

tumhaare sath duaen ataen zad-e-safar
hamare sath musalsal sarab dasht pahaD

KHabar hawa se mili hai tumhaari aamad ki
magar ise bhi samajhte hain auj-baKHt pahaD

jo chal paDe to Thaharne ka phir jawaz nahin
hamare hausle 'faisal' ki jaise saKHt pahaD

(759) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read KHuda Ke Zikr Mein Mashghul Hain Jo Mast PahaD written by Faisal Nadeem Faisal at UrduPoint. KHuda Ke Zikr Mein Mashghul Hain Jo Mast PahaD is one of the masterpieces written by Faisal Nadeem Faisal. You can also find the complete poetry collection of Faisal Nadeem Faisal by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Faisal Nadeem Faisal' above.

KHuda Ke Zikr Mein Mashghul Hain Jo Mast PahaD is a widely read Urdu Ghazal. If you like KHuda Ke Zikr Mein Mashghul Hain Jo Mast PahaD, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.