KHwahishen Intizar Aur Yaqin, Urdu Ghazal By Faisal Nadeem Faisal

KHwahishen Intizar Aur Yaqin is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Faisal Nadeem Faisal. KHwahishen Intizar Aur Yaqin comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read KHwahishen Intizar Aur Yaqin on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

خواہشیں انتظار اور یقین

فیصل ندیم فیصل

خواہشیں انتظار اور یقین

وسوسے بے شمار اور یقین

تین ارکان آدمیت کے

عاجزی انکسار اور یقین

اذن رب العلیٰ و راز و نیاز

آپ صدیق و غار اور یقین

راہ دشوار لڑکھڑاتے قدم

دشت حیرت غبار اور یقین

جنگ میں جیت کی ضمانت ہیں

حوصلہ اختیار اور یقین

مستقل عشق کی حمایت میں

لوگ ہم تین چار اور یقین

منزلیں بدگمانیاں وحشت

فاصلہ سنگ و خار اور یقین

منزلوں کا سراغ اور حصول

عشق پر انحصار اور یقین

لیجیے امتحان فیصلؔ کا

کیجیے ایک بار اور یقین

فیصل ندیم فیصل

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

KHwahishen Intizar Aur Yaqin

Faisal Nadeem Faisal

KHwahishen intizar aur yaqin
waswase be-shumar aur yaqin

tin arkan aadamiyat ke
aajizi inkisar aur yaqin

izn-e-rabb-ul-ala-o-raaz-o-niyaz
aap siddiq-o-ghaar aur yaqin

rah-e-dushwar laDkhaDate qadam
dasht-e-hairat ghubar aur yaqin

jang mein jit ki zamanat hain
hausla iKHtiyar aur yaqin

mustaqil ishq ki himayat mein
log hum tin chaar aur yaqin

manzilen bad-gumaniyan wahshat
fasla sang-o-KHar aur yaqin

manzilon ka suragh aur husul
ishq par inhisar aur yaqin

lijiye imtihan 'faisal' ka
kijiye ek bar aur yaqin

(793) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read KHwahishen Intizar Aur Yaqin written by Faisal Nadeem Faisal at UrduPoint. KHwahishen Intizar Aur Yaqin is one of the masterpieces written by Faisal Nadeem Faisal. You can also find the complete poetry collection of Faisal Nadeem Faisal by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Faisal Nadeem Faisal' above.

KHwahishen Intizar Aur Yaqin is a widely read Urdu Ghazal. If you like KHwahishen Intizar Aur Yaqin, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.