Un Labon Ki Yaad Aai Gul Ke Muskurane Se, Urdu Ghazal By Faiyaz Ahmad

Un Labon Ki Yaad Aai Gul Ke Muskurane Se is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Faiyaz Ahmad. Un Labon Ki Yaad Aai Gul Ke Muskurane Se comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Un Labon Ki Yaad Aai Gul Ke Muskurane Se on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

ان لبوں کی یاد آئی گل کے مسکرانے سے

فیاض احمد

ان لبوں کی یاد آئی گل کے مسکرانے سے

زخم دل ابھر آئے پھر بہار آنے سے

جانے تھی گریز ان کو یا کہ شرم محفل میں

رات مجھ سے کترائے وہ نظر ملانے سے

راز جو چھپائے تھے آج سب پہ ظاہر ہیں

کچھ مری کہانی سے کچھ ترے فسانے سے

حال جو ہمارا ہے سب تو ان پہ روشن ہے

پھر بتاؤں کیا ہوگا حال دل سنانے سے

ان کو ہم سے کیا مطلب ہم کو کیا غرض فیاضؔ

ترک عشق کر بیٹھے ہم تو اک زمانے سے

فیاض احمد

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Un Labon Ki Yaad Aai Gul Ke Muskurane Se

Faiyaz Ahmad

un labon ki yaad aai gul ke muskurane se
zaKHm-e-dil ubhar aae phir bahaar aane se

jaane thi gurez un ko ya ki sharm mahfil mein
raat mujh se katrae wo nazar milane se

raaz jo chhupae the aaj sab pe zahir hain
kuchh meri kahani se kuchh tere fasane se

haal jo hamara hai sab to un pe raushan hai
phir bataun kya hoga haal-e-dil sunane se

un ko hum se kya matlab hum ko kya gharaz 'fayyaz'
tark ishq kar baiThe hum to ek zamane se

(1034) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Un Labon Ki Yaad Aai Gul Ke Muskurane Se written by Faiyaz Ahmad at UrduPoint. Un Labon Ki Yaad Aai Gul Ke Muskurane Se is one of the masterpieces written by Faiyaz Ahmad. You can also find the complete poetry collection of Faiyaz Ahmad by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Faiyaz Ahmad' above.

Un Labon Ki Yaad Aai Gul Ke Muskurane Se is a widely read Urdu Ghazal. If you like Un Labon Ki Yaad Aai Gul Ke Muskurane Se, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.