Jang Aur Neki, Urdu Nazam By Faiz Ludhianvi

Jang Aur Neki is a famous Urdu Nazam written by a famous poet, Faiz Ludhianvi. Jang Aur Neki comes under the Love, Social category of Urdu Nazam. You can read Jang Aur Neki on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

جنگ اور نیکی

فیض لدھیانوی

غور کے قابل ہے دنیا کا نظام

اس کا ہر ذرہ ہے عبرت کا مقام

جنگ سے ہوتی ہے پیدا مفلسی

مفلسی سے امن ہو جاتا ہے عام

امن میں قومیں کہاں لیتی ہیں مال

مال سے بڑھتا ہے کبر اے نیک نام

کبر ہے پھر پیش خیمہ جنگ کا

بس یہی چکر ہے جاری صبح و شام

آئے دن ہوتی ہیں یوں تبدیلیاں

کوئی آقا بن گیا کوئی غلام

آدمی کو زندگی میں چاہیے

ہر گھڑی کرتا رہے نیکی کے کام

نیکیوں کا فیضؔ جاری ہو اگر

خود بخود مٹ جائیں یہ جھگڑے تمام

فیض لدھیانوی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Jang Aur Neki

Faiz Ludhianvi

ghaur ke qabil hai duniya ka nizam
is ka har zarra hai ibrat ka maqam
jang se hoti hai paida muflisi
muflisi se amn ho jata hai aam
amn mein qaumen kahan leti hain mal
mal se baDhta hai kibr ai nek-nam
kibr hai phir pesh-KHema jang ka
bas yahi chakkar hai jari subh-o-sham
aae din hoti hain yun tabdiliyan
koi aaqa ban gaya koi ghulam
aadmi ko zindagi mein chahiye
har ghaDi karta rahe neki ke kaam
nekiyon ka 'faiz' jari ho agar
KHud-baKHud miT jaen ye jhagDe tamam

(809) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Jang Aur Neki written by Faiz Ludhianvi at UrduPoint. Jang Aur Neki is one of the masterpieces written by Faiz Ludhianvi. You can also find the complete poetry collection of Faiz Ludhianvi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Faiz Ludhianvi' above.

Jang Aur Neki is a widely read Urdu Nazam. If you like Jang Aur Neki, you will also like to read other famous Urdu Nazam.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.