Is Liye Dil Bura Kiya Hi Nahin, Urdu Ghazal By Faizi

Is Liye Dil Bura Kiya Hi Nahin is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Faizi. Is Liye Dil Bura Kiya Hi Nahin comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Is Liye Dil Bura Kiya Hi Nahin on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

اس لیے دل برا کیا ہی نہیں

فیضی

اس لیے دل برا کیا ہی نہیں

زندگی میرا فیصلہ ہی نہیں

اس قدر شور تھا مرے سر میں

اپنی آواز پر رکا ہی نہیں

بڑی خواہش تھی مجھ کو ہونے کی

ہو گیا ہوں تو کچھ ہوا ہی نہیں

ظلم کرتا ہوں ظلم سہتا ہوں

میں کبھی چین سے رہا ہی نہیں

پڑ گیا ہے خدا سے کام مجھے

اور خدا کا کوئی پتہ ہی نہیں

توڑ ڈالو یہ ہاتھ پاؤں مرے

جسم کا تو مقابلہ ہی نہیں

تم کہاں ہو ذرا صدا تو دو

اس سے آگے تو راستہ ہی نہیں

فیضی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Is Liye Dil Bura Kiya Hi Nahin

Faizi

is liye dil bura kiya hi nahin
zindagi mera faisla hi nahin

is qadar shor tha mere sar mein
apni aawaz par ruka hi nahin

baDi KHwahish thi mujh ko hone ki
ho gaya hun to kuchh hua hi nahin

zulm karta hun zulm sahta hun
main kabhi chain se raha hi nahin

paD gaya hai KHuda se kaam mujhe
aur KHuda ka koi pata hi nahin

toD Dalo ye hath panw mere
jism ka to muqabla hi nahin

tum kahan ho zara sada to do
is se aage to rasta hi nahin

(659) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Is Liye Dil Bura Kiya Hi Nahin written by Faizi at UrduPoint. Is Liye Dil Bura Kiya Hi Nahin is one of the masterpieces written by Faizi. You can also find the complete poetry collection of Faizi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Faizi' above.

Is Liye Dil Bura Kiya Hi Nahin is a widely read Urdu Ghazal. If you like Is Liye Dil Bura Kiya Hi Nahin, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.