Dukhon Ke Phul To Hain ZaKHm To Hai Dagh To Hai, Urdu Ghazal By Farasat Rizwi

Dukhon Ke Phul To Hain ZaKHm To Hai Dagh To Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Farasat Rizwi. Dukhon Ke Phul To Hain ZaKHm To Hai Dagh To Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Dukhon Ke Phul To Hain ZaKHm To Hai Dagh To Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

دکھوں کے پھول تو ہیں زخم تو ہے داغ تو ہے

فراست رضوی

دکھوں کے پھول تو ہیں زخم تو ہے داغ تو ہے

ہرا بھرا مرے سینے میں کوئی باغ تو ہے

نہیں ہے وصل مگر خواب وصل بھی ہے بہت

ذرا سی دیر غم ہجر سے فراغ تو ہے

بہت اجاڑے سہی عمر کی سرائے مگر

شکستہ طاق میں اک یاد کا چراغ تو ہے

میں تشنگی کا گلا کیا کروں کہ صورت دل

لہو کی مے سے چھلکتا ہوا ایاغ تو ہے

تو کھو گیا ہے مرے شہر رفتگاں لیکن

یہ ایک درد کی خوشبو ترا سراغ تو ہے

فراست رضوی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Dukhon Ke Phul To Hain ZaKHm To Hai Dagh To Hai

Farasat Rizwi

dukhon ke phul to hain zaKHm to hai dagh to hai
hara-bhara mere sine mein koi bagh to hai

nahin hai wasl magar KHwab-e-wasl bhi hai bahut
zara si der gham-e-hijr se faragh to hai

bahut ujaDe sahi umr ki sarae magar
shikasta taq mein ek yaad ka charagh to hai

main tishnagi ka gila kya karun ki surat-e-dil
lahu ki mai se chhalakta hua ayagh to hai

tu kho gaya hai mere shahr-e-raftagan lekin
ye ek dard ki KHushbu tera suragh to hai

(959) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Dukhon Ke Phul To Hain ZaKHm To Hai Dagh To Hai written by Farasat Rizwi at UrduPoint. Dukhon Ke Phul To Hain ZaKHm To Hai Dagh To Hai is one of the masterpieces written by Farasat Rizwi. You can also find the complete poetry collection of Farasat Rizwi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Farasat Rizwi' above.

Dukhon Ke Phul To Hain ZaKHm To Hai Dagh To Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Dukhon Ke Phul To Hain ZaKHm To Hai Dagh To Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.