Aisi Thi Aag Waqt Ki Rishte Bhi Jal Gae, Urdu Ghazal By Farhan Hanif Warsi

Aisi Thi Aag Waqt Ki Rishte Bhi Jal Gae is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Farhan Hanif Warsi. Aisi Thi Aag Waqt Ki Rishte Bhi Jal Gae comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Aisi Thi Aag Waqt Ki Rishte Bhi Jal Gae on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

ایسی تھی آگ وقت کی رشتے بھی جل گئے

فرحان حنیف وارثی

ایسی تھی آگ وقت کی رشتے بھی جل گئے

آبائی رکھ رکھاؤ کے قصے بھی جل گئے

جسموں میں کھولتا ہی رہا آگہی کا خون

تپتے ہوئے خیال میں لہجے بھی جل گئے

گہری ریاضتوں سے میں سورج نما ہوا

پھر یوں ہوا کہ خون کے رشتے بھی چل گئے

وہ کیا گیا کہ چار سو چنگاریاں ہیں اب

اوراق پر سجے ہوئے سپنے بھی جل گئے

تلخی بھرے مزاج سے چاہت جھلس گئی

اپنوں سے اب ملاپ کے جذبے بھی جل گئے

فرحان حنیف وارثی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Aisi Thi Aag Waqt Ki Rishte Bhi Jal Gae

Farhan Hanif Warsi

aisi thi aag waqt ki rishte bhi jal gae
aabai rakh-rakhaw ke qisse bhi jal gae

jismon mein kholta hi raha aagahi ka KHun
tapte hue KHayal mein lahje bhi jal gae

gahri riyazaton se main suraj-numa hua
phir yun hua ki KHun ke rishte bhi chal gae

wo kya gaya ki chaar su chingariyan hain ab
auraq par saje hue sapne bhi jal gae

talKHi bhare mizaj se chahat jhulas gai
apnon se ab milap ke jazbe bhi jal gae

(1013) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Aisi Thi Aag Waqt Ki Rishte Bhi Jal Gae written by Farhan Hanif Warsi at UrduPoint. Aisi Thi Aag Waqt Ki Rishte Bhi Jal Gae is one of the masterpieces written by Farhan Hanif Warsi. You can also find the complete poetry collection of Farhan Hanif Warsi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Farhan Hanif Warsi' above.

Aisi Thi Aag Waqt Ki Rishte Bhi Jal Gae is a widely read Urdu Ghazal. If you like Aisi Thi Aag Waqt Ki Rishte Bhi Jal Gae, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.