Sahra Ki Dhup Ret Ka Ghar Chahiye Hamein, Urdu Ghazal By Farhat Husain Khushdil

Sahra Ki Dhup Ret Ka Ghar Chahiye Hamein is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Farhat Husain Khushdil. Sahra Ki Dhup Ret Ka Ghar Chahiye Hamein comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Sahra Ki Dhup Ret Ka Ghar Chahiye Hamein on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

صحرا کی دھوپ ریت کا گھر چاہئے ہمیں

فرحت حسین خوشدل

صحرا کی دھوپ ریت کا گھر چاہئے ہمیں

تپتی ہوئی زمیں کا سفر چاہئے ہمیں

لفظوں میں فکر و فن کی جو خوشبو بکھیر دے

تخلیق شعر کا وہ ہنر چاہئے ہمیں

بندھ جائے بزم شعر میں اک وجد کا سماں

ہر شعر میں وہ کیف و اثر چاہئے ہمیں

عصر جدید راہ خلا پر ہے گامزن

اپنی زمیں پہ راہ گزر چاہئے ہمیں

ہر روز سایہ دار شجر کاٹتے ہیں جو

خوش دلؔ وہ کہہ رہے ہیں شجر چاہئے ہمیں

فرحت حسین خوشدل

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Sahra Ki Dhup Ret Ka Ghar Chahiye Hamein

Farhat Husain Khushdil

sahra ki dhup ret ka ghar chahiye hamein
tapti hui zamin ka safar chahiye hamein

lafzon mein fikr-o-fan ki jo KHushbu bikher de
taKHliq-e-sher ka wo hunar chahiye hamein

bandh jae bazm-e-sher mein ek wajd ka saman
har sher mein wo kaif-o-asar chahiye hamein

asr-e-jadid rah-e-KHala par hai gamzan
apni zamin pe rahguzar chahiye hamein

har roz saya-dar shajar kaTte hain jo
'KHush-dil' wo kah rahe hain shajar chahiye hamein

(566) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Sahra Ki Dhup Ret Ka Ghar Chahiye Hamein written by Farhat Husain Khushdil at UrduPoint. Sahra Ki Dhup Ret Ka Ghar Chahiye Hamein is one of the masterpieces written by Farhat Husain Khushdil. You can also find the complete poetry collection of Farhat Husain Khushdil by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Farhat Husain Khushdil' above.

Sahra Ki Dhup Ret Ka Ghar Chahiye Hamein is a widely read Urdu Ghazal. If you like Sahra Ki Dhup Ret Ka Ghar Chahiye Hamein, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.