Shajar Gahre Zaminon Mein GaDe Hain, Urdu Ghazal By Farhat Nawaz

Shajar Gahre Zaminon Mein GaDe Hain is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Farhat Nawaz. Shajar Gahre Zaminon Mein GaDe Hain comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Shajar Gahre Zaminon Mein GaDe Hain on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

شجر گہرے زمینوں میں گڑے ہیں

فرحت نواز

شجر گہرے زمینوں میں گڑے ہیں

تو کیوں ہلکی ہوا میں کانپتے ہیں

چلو اس موڑ سے واپس چلیں ہم

اب آگے مختلف رستے بنے ہیں

ہمیں یہ دکھ نہیں ہے خود کو کھویا

یہ غم ہے ہم اسے بھی کھو چکے ہیں

ہمارے خواب بھی اپنے کہاں ہیں

کسی کی یاد نے آ کر بنے ہیں

جب اس کو بھول بیٹھی ہوں میں فرحتؔ

تو پھر آنکھوں میں کیسے رت جگے ہیں

فرحت نواز

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Shajar Gahre Zaminon Mein GaDe Hain

Farhat Nawaz

shajar gahre zaminon mein gaDe hain
to kyun halki hawa mein kanpte hain

chalo is moD se wapas chalen hum
ab aage muKHtalif raste bane hain

hamein ye dukh nahin hai KHud ko khoya
ye gham hai hum use bhi kho chuke hain

hamare KHwab bhi apne kahan hain
kisi ki yaad ne aa kar bune hain

jab us ko bhul baiThi hun main 'farhat'
to phir aankhon mein kaise rat-jage hain

(913) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Shajar Gahre Zaminon Mein GaDe Hain written by Farhat Nawaz at UrduPoint. Shajar Gahre Zaminon Mein GaDe Hain is one of the masterpieces written by Farhat Nawaz. You can also find the complete poetry collection of Farhat Nawaz by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Farhat Nawaz' above.

Shajar Gahre Zaminon Mein GaDe Hain is a widely read Urdu Ghazal. If you like Shajar Gahre Zaminon Mein GaDe Hain, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.