Ai Meri Jaan Tujhe Aur Badalna Hoga, Urdu Ghazal By Farogh Zaidi

Ai Meri Jaan Tujhe Aur Badalna Hoga is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Farogh Zaidi. Ai Meri Jaan Tujhe Aur Badalna Hoga comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Ai Meri Jaan Tujhe Aur Badalna Hoga on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

اے مری جان تجھے اور بدلنا ہوگا

فروغ زیدی

اے مری جان تجھے اور بدلنا ہوگا

پھر مرے ساتھ کڑی دھوپ میں چلنا ہوگا

اپنے پیروں پہ ابھی قرض سفر باقی ہے

حد امکان سے آگے بھی نکلنا ہوگا

اس سے پہلے کہ ڈھلے رات نیا دن نکلے

ترے خوابوں کو مرے خواب میں ڈھلنا ہوگا

انقلابات کا آغاز بھی ہوگا لیکن

لے کے پرچم سر بازار نکلنا ہوگا

کامیابی کا یقیں دور نہ کر دے ہم کو

پاس منزل کے ذرا اور سنبھلنا ہوگا

وادیوں میں تو کسی خواب کی بھٹکے ہے فروغؔ

تجھ کو تعبیر کے صحرا میں بھی جلنا ہوگا

فروغ زیدی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Ai Meri Jaan Tujhe Aur Badalna Hoga

Farogh Zaidi

ai meri jaan tujhe aur badalna hoga
phir mere sath kaDi dhup mein chalna hoga

apne pairon pe abhi qarz-e-safar baqi hai
hadd-e-imkan se aage bhi nikalna hoga

is se pahle ki Dhale raat naya din nikle
tere KHwabon ko mere KHwab mein Dhalna hoga

inqilabaat ka aaghaz bhi hoga lekin
le ke parcham sar-e-bazar nikalna hoga

kaamyabi ka yaqin dur na kar de hum ko
pas manzil ke zara aur sambhalna hoga

wadiyon mein to kisi KHwab ki bhaTke hai 'farogh'
tujh ko tabir ke sahra mein bhi jalna hoga

(1269) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Ai Meri Jaan Tujhe Aur Badalna Hoga written by Farogh Zaidi at UrduPoint. Ai Meri Jaan Tujhe Aur Badalna Hoga is one of the masterpieces written by Farogh Zaidi. You can also find the complete poetry collection of Farogh Zaidi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Farogh Zaidi' above.

Ai Meri Jaan Tujhe Aur Badalna Hoga is a widely read Urdu Ghazal. If you like Ai Meri Jaan Tujhe Aur Badalna Hoga, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.