Ilm-o-hunar Se Qaum Ko Raghbat Nahin Rahi, Urdu Ghazal By Farogh Zaidi

Ilm-o-hunar Se Qaum Ko Raghbat Nahin Rahi is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Farogh Zaidi. Ilm-o-hunar Se Qaum Ko Raghbat Nahin Rahi comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Ilm-o-hunar Se Qaum Ko Raghbat Nahin Rahi on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

علم و ہنر سے قوم کو رغبت نہیں رہی

فروغ زیدی

علم و ہنر سے قوم کو رغبت نہیں رہی

اس پر شکایتیں کہ فضیلت نہیں رہی

بدلے گا کیا نظام کب آئے گا انقلاب

جب نوجواں لہو میں حرارت نہیں رہی

مظلوم کو دلائے جو ہر ظلم سے نجات

ایسی جہاں میں کوئی عدالت نہیں رہی

سجدے میں جا کے مانگنا بیکار نعمتیں

کچھ بھی کہو اسے یہ عبادت نہیں رہی

فتوے لئے ہیں شیخ سے پیر مغاں نے خاص

پینے میں اب ذرا بھی قباحت نہیں رہی

مسجد کا رخ کیا ہے جناب فروغؔ نے

لگتا ہے اب گناہ میں لذت نہیں رہی

فروغ زیدی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Ilm-o-hunar Se Qaum Ko Raghbat Nahin Rahi

Farogh Zaidi

ilm-o-hunar se qaum ko raghbat nahin rahi
is par shikayaten ki fazilat nahin rahi

badlega kya nizam kab aaega inqilab
jab naujawan lahu mein hararat nahin rahi

mazlum ko dilae jo har zulm se najat
aisi jahan mein koi adalat nahin rahi

sajde mein ja ke mangna be-kar neamaten
kuchh bhi kaho use ye ibaadat nahin rahi

fatwe liye hain shaiKH se pir-e-mughan ne KHas
pine mein ab zara bhi qabahat nahin rahi

masjid ka ruKH kiya hai janab-e-'farogh' ne
lagta hai ab gunah mein lazzat nahin rahi

(924) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Ilm-o-hunar Se Qaum Ko Raghbat Nahin Rahi written by Farogh Zaidi at UrduPoint. Ilm-o-hunar Se Qaum Ko Raghbat Nahin Rahi is one of the masterpieces written by Farogh Zaidi. You can also find the complete poetry collection of Farogh Zaidi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Farogh Zaidi' above.

Ilm-o-hunar Se Qaum Ko Raghbat Nahin Rahi is a widely read Urdu Ghazal. If you like Ilm-o-hunar Se Qaum Ko Raghbat Nahin Rahi, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.