Jugnuon Ka Harf Meri Aankh Mein Utra Na Tha, Urdu Ghazal By Farooq Ali

Jugnuon Ka Harf Meri Aankh Mein Utra Na Tha is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Farooq Ali. Jugnuon Ka Harf Meri Aankh Mein Utra Na Tha comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Jugnuon Ka Harf Meri Aankh Mein Utra Na Tha on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

جگنوؤں کا حرف میری آنکھ میں اترا نہ تھا

فاروق علی

جگنوؤں کا حرف میری آنکھ میں اترا نہ تھا

رات کا اندھا سفر تھا پاؤں میں رستہ نہ تھا

زرد لمحوں کی تھکن میں آنگنوں کی آس تھی

رات تھی جنگل کی سر پر چاند بھی نکلا نہ تھا

آج تنہائی کے اجڑے موڑ پر ٹھٹکا ہوا

سوچتا ہوں میں نے اس کو ٹوٹ کر چاہا نہ تھا

اس کے آئینے سے جس دم رات کا پہرہ اٹھا

بے نشاں آواز تھی جس میں کوئی لہجہ نہ تھا

رات کا پچھلا پہر تھا جب شجر کاٹا گیا

نیند ایسی تھی کہ پنچھی کوئی بھی چیخا نہ تھا

فاروق علی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Jugnuon Ka Harf Meri Aankh Mein Utra Na Tha

Farooq Ali

jugnuon ka harf meri aankh mein utra na tha
raat ka andha safar tha panw mein rasta na tha

zard lamhon ki thakan mein aanganon ki aas thi
raat thi jangal ki sar par chand bhi nikla na tha

aaj tanhai ke ujDe moD par ThiTka hua
sochta hun main ne us ko TuT kar chaha na tha

us ke aaine se jis dam raat ka pahra uTha
be-nishan aawaz thi jis mein koi lahja na tha

raat ka pichhla pahar tha jab shajar kaTa gaya
nind aisi thi ki panchhi koi bhi chiKHa na tha

(866) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Jugnuon Ka Harf Meri Aankh Mein Utra Na Tha written by Farooq Ali at UrduPoint. Jugnuon Ka Harf Meri Aankh Mein Utra Na Tha is one of the masterpieces written by Farooq Ali. You can also find the complete poetry collection of Farooq Ali by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Farooq Ali' above.

Jugnuon Ka Harf Meri Aankh Mein Utra Na Tha is a widely read Urdu Ghazal. If you like Jugnuon Ka Harf Meri Aankh Mein Utra Na Tha, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.