LuTe Jate Hain Lekin Gham Nahin Hai, Urdu Ghazal By Farooq Argali

LuTe Jate Hain Lekin Gham Nahin Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Farooq Argali. LuTe Jate Hain Lekin Gham Nahin Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read LuTe Jate Hain Lekin Gham Nahin Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

لٹے جاتے ہیں لیکن غم نہیں ہے

فاروق ارگلی

لٹے جاتے ہیں لیکن غم نہیں ہے

اب اس عالم میں وہ عالم نہیں ہے

تمنائیں صلیبوں پر سجی ہیں

سر پندار پھر بھی خم نہیں ہے

قیامت خیز ہے جادو بیانی

مگر باتوں میں اس کے دم نہیں

بہاریں اور خزائیں سب اسی کی

مرا اپنا کوئی موسم نہیں ہے

اگر ملتے تو شاید خوش نہ رہتے

بچھڑنے کا بھی اب ماتم نہیں ہے

بڑائی بندہ پرور کو مبارک

فقیر اردو بھی کچھ کم نہیں ہے

فاروق ارگلی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

LuTe Jate Hain Lekin Gham Nahin Hai

Farooq Argali

luTe jate hain lekin gham nahin hai
ab is aalam mein wo aalam nahin hai

tamannaen salibon par saji hain
sar-e-pindar phir bhi KHam nahin hai

qayamat-KHez hai jadu-bayani
magar baaton mein us ke dam nahin

bahaaren aur KHizaen sab usi ki
mera apna koi mausam nahin hai

agar milte to shayad KHush na rahte
bichhaDne ka bhi ab matam nahin hai

baDai banda-parwar ko mubarak
faqir-e-urdu bhi kuchh kam nahin hai

(1061) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read LuTe Jate Hain Lekin Gham Nahin Hai written by Farooq Argali at UrduPoint. LuTe Jate Hain Lekin Gham Nahin Hai is one of the masterpieces written by Farooq Argali. You can also find the complete poetry collection of Farooq Argali by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Farooq Argali' above.

LuTe Jate Hain Lekin Gham Nahin Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like LuTe Jate Hain Lekin Gham Nahin Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.