Aankh Ho Aur Koi KHwab Na Ho, Urdu Ghazal By Farooq Engineer

Aankh Ho Aur Koi KHwab Na Ho is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Farooq Engineer. Aankh Ho Aur Koi KHwab Na Ho comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Aankh Ho Aur Koi KHwab Na Ho on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

آنکھ ہو اور کوئی خواب نہ ہو

فاروق انجینئر

آنکھ ہو اور کوئی خواب نہ ہو

نازل ایسا کہیں عذاب نہ ہو

کچھ تو محفوظ رکھیے سینے میں

زندگانی کھلی کتاب نہ ہو

صرف کیجے نہ اس قدر خود کو

لاکھ چاہو تو پھر حساب نہ ہو

اس لیے کاٹتا ہوں یہ گھڑیاں

وقت کی چال کامیاب نہ ہو

گونج کیسی ہے کوہساروں میں

یہ کسی چیخ کا جواب نہ ہو

کیا چمکتا ہے تپتے صحرا میں

دیکھ چھو کر کہیں یہ آب نہ ہو

یہ جلن پیٹھ میں ہے کیوں فاروقؔ

پشت پر تیری آفتاب نہ ہو

فاروق انجینئر

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Aankh Ho Aur Koi KHwab Na Ho

Farooq Engineer

aankh ho aur koi KHwab na ho
nazil aisa kahin azab na ho

kuchh to mahfuz rakhiye sine mein
zindagani khuli kitab na ho

sarf kije na is qadar KHud ko
lakh chaho to phir hisab na ho

is liye kaTta hun ye ghaDiyan
waqt ki chaal kaamyab na ho

gunj kaisi hai kohsaron mein
ye kisi chiKH ka jawab na ho

kya chamakta hai tapte sahra mein
dekh chhu kar kahin ye aab na ho

ye jalan piTh mein hai kyun 'faruq'
pusht par teri aaftab na ho

(1211) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Aankh Ho Aur Koi KHwab Na Ho written by Farooq Engineer at UrduPoint. Aankh Ho Aur Koi KHwab Na Ho is one of the masterpieces written by Farooq Engineer. You can also find the complete poetry collection of Farooq Engineer by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Farooq Engineer' above.

Aankh Ho Aur Koi KHwab Na Ho is a widely read Urdu Ghazal. If you like Aankh Ho Aur Koi KHwab Na Ho, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.