DaraKHt Ab Kis Ka Rasta Dekhte Hain, Urdu Ghazal By Farooq Engineer

DaraKHt Ab Kis Ka Rasta Dekhte Hain is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Farooq Engineer. DaraKHt Ab Kis Ka Rasta Dekhte Hain comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read DaraKHt Ab Kis Ka Rasta Dekhte Hain on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

درخت اب کس کا رستہ دیکھتے ہیں

فاروق انجینئر

درخت اب کس کا رستہ دیکھتے ہیں

مسافر منزلوں کے ہو گئے ہیں

خدا جانے ہوئی ہے بات کیسی

مخالف سب کے سب اپنے ہوئے ہیں

وہاں تو عشق ہے اک کھیل گویا

یہاں تو جان کے لالے پڑے ہیں

کہیں گونجا ہے کوئی قہقہہ کیا

فضاؤں میں بھنور سے پڑ رہے ہیں

اسی دنیا میں ہیں کتنی ہی دنیا

سبھی کے اپنے اپنے مسئلے ہیں

ہمارے ذہن تو مفلوج تھے ہی

ہمارے دل بھی پتھر ہو گئے ہیں

دریچے بند دروازے مقفل

بیاباں کے مگر رستے کھلے ہیں

کہاں فاروقؔ روشن خواب ہوں گے

ہماری آنکھوں میں تو رت جگے ہیں

فاروق انجینئر

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

DaraKHt Ab Kis Ka Rasta Dekhte Hain

Farooq Engineer

daraKHt ab kis ka rasta dekhte hain
musafir manzilon ke ho gae hain

KHuda jaane hui hai baat kaisi
muKHalif sab ke sab apne hue hain

wahan to ishq hai ek khel goya
yahan to jaan ke lale paDe hain

kahin gunja hai koi qahqaha kya
fazaon mein bhanwar se paD rahe hain

isi duniya mein hain kitni hi duniya
sabhi ke apne apne masale hain

hamare zehn to mafluj the hi
hamare dil bhi patthar ho gae hain

dariche band darwaze muqaffal
bayaban ke magar raste khule hain

kahan 'faruq' raushan KHwab honge
hamari aankhon mein to ratjage hain

(802) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read DaraKHt Ab Kis Ka Rasta Dekhte Hain written by Farooq Engineer at UrduPoint. DaraKHt Ab Kis Ka Rasta Dekhte Hain is one of the masterpieces written by Farooq Engineer. You can also find the complete poetry collection of Farooq Engineer by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Farooq Engineer' above.

DaraKHt Ab Kis Ka Rasta Dekhte Hain is a widely read Urdu Ghazal. If you like DaraKHt Ab Kis Ka Rasta Dekhte Hain, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.