Mausam Ne RuKHsati Jo Sunai Bahaar Ki, Urdu Ghazal By Farooq Engineer

Mausam Ne RuKHsati Jo Sunai Bahaar Ki is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Farooq Engineer. Mausam Ne RuKHsati Jo Sunai Bahaar Ki comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Mausam Ne RuKHsati Jo Sunai Bahaar Ki on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

موسم نے رخصتی جو سنائی بہار کی

فاروق انجینئر

موسم نے رخصتی جو سنائی بہار کی

بھر آئی آنکھ گل ہی نہیں خار خار کی

جائیں تو جائیں بچھڑے ہوئے لوگ کس طرف

ہیں پھول نقش پا کے نہ خوشبو غبار کی

اک پل دلوں کے درمیاں قائم ہے آج تک

طوفاں نے توڑنے کی تو کوشش ہزار کی

مدت سے تک رہا ہے مری راہ روزگار

اے عشق خوب تیری روش اختیار کی

اکثر ہیں دیکھنے میں بہت خوش نما مگر

رشتوں میں اب مہک ہے کہاں اعتبار کی

پھرتی ہے مجھ کو لے کے نہ جانے کہاں کہاں

فاروقؔ میری خاک ہے یہ کس دیار کی

فاروق انجینئر

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Mausam Ne RuKHsati Jo Sunai Bahaar Ki

Farooq Engineer

mausam ne ruKHsati jo sunai bahaar ki
bhar aai aankh gul hi nahin KHar KHar ki

jaen to jaen bichhDe hue log kis taraf
hain phul naqsh-e-pa ke na KHushbu ghubar ki

ek pal dilon ke darmiyan qaem hai aaj tak
tufan ne toDne ki to koshish hazar ki

muddat se tak raha hai meri rah rozgar
ai ishq KHub teri rawish iKHtiyar ki

aksar hain dekhne mein bahut KHushnuma magar
rishton mein ab mahak hai kahan e'tibar ki

phirti hai mujh ko le ke na jaane kahan kahan
'faruq' meri KHak hai ye kis dayar ki

(807) ووٹ وصول ہوئے

You can read Mausam Ne RuKHsati Jo Sunai Bahaar Ki written by Farooq Engineer at UrduPoint. Mausam Ne RuKHsati Jo Sunai Bahaar Ki is one of the masterpieces written by Farooq Engineer. You can also find the complete poetry collection of Farooq Engineer by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Farooq Engineer' above.

Mausam Ne RuKHsati Jo Sunai Bahaar Ki is a widely read Urdu Ghazal. If you like Mausam Ne RuKHsati Jo Sunai Bahaar Ki, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.