Kabhi Tanhai Ka Ehsas Nahin Rahta Hai, Urdu Ghazal By Farooq Rahman

Kabhi Tanhai Ka Ehsas Nahin Rahta Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Farooq Rahman. Kabhi Tanhai Ka Ehsas Nahin Rahta Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Kabhi Tanhai Ka Ehsas Nahin Rahta Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

کبھی تنہائی کا احساس نہیں رہتا ہے

فاروق رحمان

کبھی تنہائی کا احساس نہیں رہتا ہے

دور رہ کے بھی وہ اس دل کے قریں رہتا ہے

میری پلکوں پہ لگا دینا نظر کا ٹیکہ

میری آنکھوں میں کوئی پردہ نشیں رہتا ہے

وقت مٹی میں ملا دیتا ہے شاہوں کو بھی

حشر تک کون بھلا تخت نشیں رہتا ہے

تیری نس نس میں لہو بن کے رواں رہتا ہوں

راستہ جیسے کوئی زیر زمیں رہتا ہے

وہ کہیں بھی رہے فاروقؔ دعائیں دے گا

اس کی چاہت پہ مجھے کتنا یقیں رہتا ہے

فاروق رحمان

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Kabhi Tanhai Ka Ehsas Nahin Rahta Hai

Farooq Rahman

kabhi tanhai ka ehsas nahin rahta hai
dur rah ke bhi wo is dil ke qarin rahta hai

meri palkon pe laga dena nazar ka Tika
meri aankhon mein koi parda-nashin rahta hai

waqt miTTi mein mila deta hai shahon ko bhi
hashr tak kaun bhala taKHt-nashin rahta hai

teri nas nas mein lahu ban ke rawan rahta hun
rasta jaise koi zer-e-zamin rahta hai

wo kahin bhi rahe 'faruq' duaen dega
us ki chahat pe mujhe kitna yaqin rahta hai

(698) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Kabhi Tanhai Ka Ehsas Nahin Rahta Hai written by Farooq Rahman at UrduPoint. Kabhi Tanhai Ka Ehsas Nahin Rahta Hai is one of the masterpieces written by Farooq Rahman. You can also find the complete poetry collection of Farooq Rahman by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Farooq Rahman' above.

Kabhi Tanhai Ka Ehsas Nahin Rahta Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Kabhi Tanhai Ka Ehsas Nahin Rahta Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.