Apni Azmat Ko Wo MiTTi Mein Mila Dete Hain, Urdu Ghazal By Farooq Shakeel

Apni Azmat Ko Wo MiTTi Mein Mila Dete Hain is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Farooq Shakeel. Apni Azmat Ko Wo MiTTi Mein Mila Dete Hain comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Apni Azmat Ko Wo MiTTi Mein Mila Dete Hain on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

اپنی عظمت کو وہ مٹی میں ملا دیتے ہیں

فاروق شکیل

اپنی عظمت کو وہ مٹی میں ملا دیتے ہیں

کر کے احسان جو احسان جتا دیتے ہیں

دل میں یادوں کے چراغوں کو فروزاں کر کے

ہم شب غم کے اندھیروں کو سزا دیتے ہیں

جانتے ہیں رگ ہر گل میں لہو ہے میرا

پھر بھی ساون میں مجھے لوگ بھلا دیتے ہیں

کیا یقیں آئے کہ شک بھی نہیں ہوتا ان پر

اس سلیقے سے کئی لوگ دغا دیتے ہیں

ہم تو ہنس ہنس کے چھپاتے ہیں ہر اک غم کو شکیلؔ

بعض غم ہیں جو ہنسی میں بھی رلا دیتے ہیں

فاروق شکیل

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Apni Azmat Ko Wo MiTTi Mein Mila Dete Hain

Farooq Shakeel

apni azmat ko wo miTTi mein mila dete hain
kar ke ehsan jo ehsan jata dete hain

dil mein yaadon ke charaghon ko farozan kar ke
hum shab-e-gham ke andheron ko saza dete hain

jaante hain rag-e-har-gul mein lahu hai mera
phir bhi sawan mein mujhe log bhula dete hain

kya yaqin aae ki shak bhi nahin hota un par
is saliqe se kai log dagha dete hain

hum to hans hans ke chhupate hain har ek gham ko 'shakil'
baz gham hain jo hansi mein bhi rula dete hain

(625) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Apni Azmat Ko Wo MiTTi Mein Mila Dete Hain written by Farooq Shakeel at UrduPoint. Apni Azmat Ko Wo MiTTi Mein Mila Dete Hain is one of the masterpieces written by Farooq Shakeel. You can also find the complete poetry collection of Farooq Shakeel by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Farooq Shakeel' above.

Apni Azmat Ko Wo MiTTi Mein Mila Dete Hain is a widely read Urdu Ghazal. If you like Apni Azmat Ko Wo MiTTi Mein Mila Dete Hain, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.