Phul KHushbu Sabz Manzar Bolte Hain, Urdu Ghazal By Farooque Rahib

Phul KHushbu Sabz Manzar Bolte Hain is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Farooque Rahib. Phul KHushbu Sabz Manzar Bolte Hain comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Phul KHushbu Sabz Manzar Bolte Hain on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

پھول خوشبو سبز منظر بولتے ہیں

فاروق راہب

پھول خوشبو سبز منظر بولتے ہیں

ہو اگر احساس پتھر بولتے ہیں

ریت سیپوں سے سمندر بولتے ہیں

یہ صداؤں کے شناور بولتے ہیں

خاک میں ہیں شان شوکت کے امیں اب

اجڑے محلوں کے کبوتر بولتے ہیں

بے حسی دنیا میں اتنی بڑھ گئی ہے

درمیاں اپنوں کے خنجر بولتے ہیں

موت کے سائے کا راہب خوف کیا ہے

پاسدار سچ برابر بولتے ہیں

فاروق راہب

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Phul KHushbu Sabz Manzar Bolte Hain

Farooque Rahib

phul KHushbu sabz manzar bolte hain
ho agar ehsas patthar bolte hain

ret sipon se samundar bolte hain
ye sadaon ke shanawar bolte hain

KHak mein hain shan shaukat ke amin ab
ujDe mahlon ke kabutar bolte hain

be-hisi duniya mein itni baDh gai hai
darmiyan apnon ke KHanjar bolte hain

maut ke sae ka rahib KHauf kiya hai
pasdar-e-sach barabar bolte hain

(1049) ووٹ وصول ہوئے

You can read Phul KHushbu Sabz Manzar Bolte Hain written by Farooque Rahib at UrduPoint. Phul KHushbu Sabz Manzar Bolte Hain is one of the masterpieces written by Farooque Rahib. You can also find the complete poetry collection of Farooque Rahib by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Farooque Rahib' above.

Phul KHushbu Sabz Manzar Bolte Hain is a widely read Urdu Ghazal. If you like Phul KHushbu Sabz Manzar Bolte Hain, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.