Dil Ka Daftar Jala Ke Dekha Hai, Urdu Ghazal By Farrukh Nawaz Farrukh

Dil Ka Daftar Jala Ke Dekha Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Farrukh Nawaz Farrukh. Dil Ka Daftar Jala Ke Dekha Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Dil Ka Daftar Jala Ke Dekha Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

دل کا دفتر جلا کے دیکھا ہے

فرخ نواز فرخ

دل کا دفتر جلا کے دیکھا ہے

خون اپنا بہا کے دیکھ ہے

ایک رتی بھی نہیں وہ با ذوق

شعر ہم نے سنا کے دیکھا ہے

کارگر کچھ بھی نہیں ہو پایا

اپنا سب کچھ لٹا کے دیکھا ہے

ان کے دل میں نہیں مری چاہت

ہاتھ ہم نے دبا کے دیکھا ہے

روشنی پھر بھی ہو نہیں پائی

ہم نے دل تک جلا کے دیکھا ہے

بھولتا ہی نہیں اسے یہ دل

ہم نے فرخؔ بھلا کے دیکھا ہے

فرخ نواز فرخ

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Dil Ka Daftar Jala Ke Dekha Hai

Farrukh Nawaz Farrukh

dil ka daftar jala ke dekha hai
KHun apna baha ke dekh hai

ek ratti bhi nahin wo ba-zauq
sher hum ne suna ke dekha hai

kargar kuchh bhi nahin ho paya
apna sab kuchh luTa ke dekha hai

un ke dil mein nahin meri chahat
hath hum ne daba ke dekha hai

raushni phir bhi ho nahin pai
hum ne dil tak jala ke dekha hai

bhulta hi nahin use ye dil
hum ne 'farruKH' bhula ke dekha hai

(693) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Dil Ka Daftar Jala Ke Dekha Hai written by Farrukh Nawaz Farrukh at UrduPoint. Dil Ka Daftar Jala Ke Dekha Hai is one of the masterpieces written by Farrukh Nawaz Farrukh. You can also find the complete poetry collection of Farrukh Nawaz Farrukh by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Farrukh Nawaz Farrukh' above.

Dil Ka Daftar Jala Ke Dekha Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Dil Ka Daftar Jala Ke Dekha Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.