Phulon Ne Jab Bhi Aankh Kabhi Ashk-bar Ki, Urdu Ghazal By Farrukh Zohra Gilani

Phulon Ne Jab Bhi Aankh Kabhi Ashk-bar Ki is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Farrukh Zohra Gilani. Phulon Ne Jab Bhi Aankh Kabhi Ashk-bar Ki comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Phulon Ne Jab Bhi Aankh Kabhi Ashk-bar Ki on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

پھولوں نے جب بھی آنکھ کبھی اشک بار کی

فرخ زہرا گیلانی

پھولوں نے جب بھی آنکھ کبھی اشک بار کی

اٹھی ہیں سسکیاں کئی باد بہار کی

عہد وفا بھی وعدۂ فردا میں ڈھل گیا

اب رت گزر گئی ہے ترے اعتبار کی

گر حوصلہ نہیں یہ تو واپس پلٹ چلو

منزل بہت کڑی ہے وفا کے دیار کی

با اختیار ہو کے بھی بے اختیار ہیں

کیوں بات اس نے آج یہی بار بار کی

ہر حادثہ قبول کیا ہے یہ سوچ کر

ہیں حادثات نعمتیں پروردگار کی

فرخ زہرا گیلانی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Phulon Ne Jab Bhi Aankh Kabhi Ashk-bar Ki

Farrukh Zohra Gilani

phulon ne jab bhi aankh kabhi ashk-bar ki
uTThi hain siskiyan kai baad-e-bahaar ki

ahd-e-wafa bhi wada-e-farda mein Dhal gaya
ab rut guzar gai hai tere e'tibar ki

gar hausla nahin ye to wapas palaT chalo
manzil bahut kaDi hai wafa ke dayar ki

ba-iKHtiyar ho ke bhi be-iKHtiyar hain
kyon baat us ne aaj yahi bar bar ki

har hadisa qubul kiya hai ye soch kar
hain hadsat neamaten parwardigar ki

(720) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Phulon Ne Jab Bhi Aankh Kabhi Ashk-bar Ki written by Farrukh Zohra Gilani at UrduPoint. Phulon Ne Jab Bhi Aankh Kabhi Ashk-bar Ki is one of the masterpieces written by Farrukh Zohra Gilani. You can also find the complete poetry collection of Farrukh Zohra Gilani by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Farrukh Zohra Gilani' above.

Phulon Ne Jab Bhi Aankh Kabhi Ashk-bar Ki is a widely read Urdu Ghazal. If you like Phulon Ne Jab Bhi Aankh Kabhi Ashk-bar Ki, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.