Ab Gila Nahin Karna, Urdu Nazam By Farzana Naz

Ab Gila Nahin Karna is a famous Urdu Nazam written by a famous poet, Farzana Naz. Ab Gila Nahin Karna comes under the Love, Sad category of Urdu Nazam. You can read Ab Gila Nahin Karna on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

اب گلہ نہیں کرنا

فرزانہ ناز

اب کے ہم نے سوچا ہے

جس نے بھی رلایا ہو

لاکھ دل دکھایا ہو

مسکرا کے ملنا ہے

اب کسی امید کا

محل کھڑا نہیں کرنا

خود سے اب نہیں لڑنا

تم سے کچھ نہیں کہنا

اب گلہ نہیں کرنا

یاد کے کنارے اور

خواب کے جزیرے تو

کب ہیں اختیار میں

ہاں مگر حقیقت کے

راستوں پہ بھول کر

تم سے اب نہیں ملنا

جھیل جیسی آنکھوں کو

نمکین پانیوں کے ساتھ

اب کبھی نہیں بھرنا

خود سے اب نہیں لڑنا

تم سے کچھ نہیں کہنا

اب گلہ نہیں کرنا

فرزانہ ناز

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Ab Gila Nahin Karna

Farzana Naz

ab ke hum ne socha hai
jis ne bhi rulaya ho
lakh dil dukhaya ho
muskura ke milna hai
ab kisi ummid ka
mahal khaDa nahin karna
KHud se ab nahin laDna
tum se kuchh nahin kahna
ab gila nahin karna
yaad ke kinare aur
KHwab ke jazire to
kab hain iKHtiyar mein
han magar haqiqat ke
raston pe bhul kar
tum se ab nahin milna
jhil jaisi aankhon ko
namkin paniyon ke sath
ab kabhi nahin bharna
KHud se ab nahin laDna
tum se kuchh nahin kahna
ab gila nahin karna

(916) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Ab Gila Nahin Karna written by Farzana Naz at UrduPoint. Ab Gila Nahin Karna is one of the masterpieces written by Farzana Naz. You can also find the complete poetry collection of Farzana Naz by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Farzana Naz' above.

Ab Gila Nahin Karna is a widely read Urdu Nazam. If you like Ab Gila Nahin Karna, you will also like to read other famous Urdu Nazam.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.