Nahin KHayal To Phir Intizar Kis Ka Hai, Urdu Ghazal By Atima Wasia Jayasi

Nahin KHayal To Phir Intizar Kis Ka Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Atima Wasia Jayasi. Nahin KHayal To Phir Intizar Kis Ka Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Nahin KHayal To Phir Intizar Kis Ka Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

نہیں خیال تو پھر انتظار کس کا ہے

فاطمہ وصیہ جائسی

نہیں خیال تو پھر انتظار کس کا ہے

یہ ذہن و دل یہ بلا وجہ بار کس کا ہے

بتائے کون یہ اہل خرد سے محفل میں

چمن ہے کس کے لئے خار زار کس کا ہے

ہمارا نام تو غیروں میں ہو گیا شامل

جو لوگ اپنے ہیں ان میں شمار کس کا ہے

کسی کو دولت دنیا کسی کو عزت نفس

خدا کی دین پہ اب اختیار کس کا ہے

عروس موت سے جلدی ہے کس کو ملنے کی

قدم بڑھا ہوا یہ سوئے دار کس کا ہے

فرشتے آ کے وصیہؔ سے بولے مرقد میں

لحد میں آپ کو اب انتظار کس کا ہے

فاطمہ وصیہ جائسی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Nahin KHayal To Phir Intizar Kis Ka Hai

Atima Wasia Jayasi

nahin KHayal to phir intizar kis ka hai
ye zehn-o-dil ye bila-wajh bar kis ka hai

batae kaun ye ahl-e-KHirad se mahfil mein
chaman hai kis ke liye KHar-zar kis ka hai

hamara nam to ghairon mein ho gaya shamil
jo log apne hain un mein shumar kis ka hai

kisi ko daulat-e-duniya kisi ko izzat-e-nafs
KHuda ki den pe ab iKHtiyar kis ka hai

urus-e-maut se jaldi hai kis ko milne ki
qadam baDha hua ye su-e-dar kis ka hai

farishte aa ke 'wasiyya' se bole marqad mein
lahad mein aap ko ab intizar kis ka hai

(707) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Nahin KHayal To Phir Intizar Kis Ka Hai written by Atima Wasia Jayasi at UrduPoint. Nahin KHayal To Phir Intizar Kis Ka Hai is one of the masterpieces written by Atima Wasia Jayasi. You can also find the complete poetry collection of Atima Wasia Jayasi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Atima Wasia Jayasi' above.

Nahin KHayal To Phir Intizar Kis Ka Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Nahin KHayal To Phir Intizar Kis Ka Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.