Aane Wale Mausamon Ko Sochti Rahti Hun Main, Urdu Ghazal By Fatima Zahra

Aane Wale Mausamon Ko Sochti Rahti Hun Main is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Fatima Zahra. Aane Wale Mausamon Ko Sochti Rahti Hun Main comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Aane Wale Mausamon Ko Sochti Rahti Hun Main on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

آنے والے موسموں کو سوچتی رہتی ہوں میں

فاطمہ زہرہ

آنے والے موسموں کو سوچتی رہتی ہوں میں

لوگ کہتے ہیں کہ سپنے دیکھتی رہتی ہوں میں

فکر کی دہلیز پر ننھے کھلونے کی طرح

جوڑتا رہتا ہے وہ اور ٹوٹتی رہتی ہوں میں

یہ محبت ہی تو ہے اس کی جو برسوں بعد بھی

وہ مناتا ہے مجھے اور روٹھتی رہتی ہوں میں

وقت جیسے وہ مصور اور میں اس کا قلم

زندگی کے کینوس پر دوڑتی رہتی ہوں میں

فاطمہ زہرہ

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Aane Wale Mausamon Ko Sochti Rahti Hun Main

Fatima Zahra

aane wale mausamon ko sochti rahti hun main
log kahte hain ki sapne dekhti rahti hun main

fikr ki dahliz par nanhe khilaune ki tarah
joDta rahta hai wo aur TuTti rahti hun main

ye mohabbat hi to hai us ki jo barson baad bhi
wo manata hai mujhe aur ruThti rahti hun main

waqt jaise wo musawwir aur main us ka qalam
zindagi ke canwas par dauDti rahti hun main

(1144) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Aane Wale Mausamon Ko Sochti Rahti Hun Main written by Fatima Zahra at UrduPoint. Aane Wale Mausamon Ko Sochti Rahti Hun Main is one of the masterpieces written by Fatima Zahra. You can also find the complete poetry collection of Fatima Zahra by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Fatima Zahra' above.

Aane Wale Mausamon Ko Sochti Rahti Hun Main is a widely read Urdu Ghazal. If you like Aane Wale Mausamon Ko Sochti Rahti Hun Main, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.