Zindagi Ke Afsane, Urdu Nazam By Fatima Zahra

Zindagi Ke Afsane is a famous Urdu Nazam written by a famous poet, Fatima Zahra. Zindagi Ke Afsane comes under the Love, Sad category of Urdu Nazam. You can read Zindagi Ke Afsane on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

زندگی کے افسانے

فاطمہ زہرہ

صبح کا جواں سورج

چہچہے پرندوں کے

آنکھ کھولتی کلیاں

ہنستے کھیلتے بچے

زندگی کی رونق ہیں

زندگی کے میلے میں

ہر خوشی انہیں سے ہے

ان کی مسکراہٹ سے

چاندنی بکھرتی ہے

دلہنوں سی یہ دھرتی

اور بھی نکھرتی ہے

بھر کے مانگ میں تارے

رات بھر سے آتی ہے

درد و غم کے ماروں کو

گود میں سلاتی ہے

شب کے ختم ہوتے ہی

پھر سویرا ہوتا ہے

پھر وہی حسیں منظر

دل کے داغ دھوتا ہے

صبح کا جواں سورج

چہچہے پرندوں کے

آنکھ کھولتی کلیاں

ہنستے کھیلتے بچے

پھر جواں جواں محفل

پر دلوں کے پیمانے

وقت روز لکھتا ہے

زندگی کے افسانے

فاطمہ زہرہ

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Zindagi Ke Afsane

Fatima Zahra

subh ka jawan suraj
chahchahe parindon ke
aankh kholti kaliyan
hanste khelte bachche
zindagi ki raunaq hain
zindagi ke mele mein
har KHushi unhin se hai
un ki muskurahaT se
chandni bikharti hai
dilhanon si ye dharti
aur bhi nikharti hai

bhar ke mang mein tare
raat bhar se aati hai
dard-o-gham ke maron ko
god mein sulati hai

shab ke KHatm hote hi
phir sawera hota hai
phir wahi hasin manzar
dil ke dagh dhota hai
subh ka jawan suraj
chahchahe parindon ke
aankh kholti kaliyan
hanste khelte bachche
phir jawan jawan mahfil
pur dilon ke paimane
waqt roz likhta hai
zindagi ke afsane

(998) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Zindagi Ke Afsane written by Fatima Zahra at UrduPoint. Zindagi Ke Afsane is one of the masterpieces written by Fatima Zahra. You can also find the complete poetry collection of Fatima Zahra by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Fatima Zahra' above.

Zindagi Ke Afsane is a widely read Urdu Nazam. If you like Zindagi Ke Afsane, you will also like to read other famous Urdu Nazam.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.