Kab Gawara Thi Zamane Ki Koi Baat Mujhe, Urdu Ghazal By Fauzia Sheikh

Kab Gawara Thi Zamane Ki Koi Baat Mujhe is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Fauzia Sheikh. Kab Gawara Thi Zamane Ki Koi Baat Mujhe comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Kab Gawara Thi Zamane Ki Koi Baat Mujhe on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

کب گوارہ تھی زمانے کی کوئی بات مجھے

فوزیہ شیخ

کب گوارہ تھی زمانے کی کوئی بات مجھے

وہ تو لے آئی یہاں گردش حالات مجھے

روک سکتی ہوں اسے روز قیامت تک بھی

سنگ تیرے جو ملے پیار کی اک رات مجھے

آخری گام تلک جیت ہی سمجھی میں نے

بڑی تدبیر سے لائی ہے مری مات مجھے

لوگ جس کار اذیت میں مرے جاتے ہیں

زندہ رکھتے ہیں وہی ہجر کے لمحات مجھے

تم سے ملنے کے لیے روز پڑھا کرتی تھی

اب بچھڑ نے ہی نہیں دیتیں یہ آیات مجھے

لفظ ہونٹوں سے نکلتے ہوئے مر جاتے ہیں

اس سے آتی ہی نہیں کرنی شکایات مجھے

فوزیہ شیخ

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Kab Gawara Thi Zamane Ki Koi Baat Mujhe

Fauzia Sheikh

kab gawara thi zamane ki koi baat mujhe
wo to le aai yahan gardish-e-haalat mujhe

rok sakti hun use roz-e-qayamat tak bhi
sang tere jo mile pyar ki ek raat mujhe

aaKHiri gam talak jit hi samjhi main ne
baDi tadbir se lai hai meri mat mujhe

log jis kar-e-aziyyat mein mare jate hain
zinda rakhte hain wahi hijr ke lamhat mujhe

tum se milne ke liye roz paDha karti thi
ab bichhaD ne hi nahin detin ye aayat mujhe

lafz honTon se nikalte hue mar jate hain
us se aati hi nahin karni shikayat mujhe

(831) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Kab Gawara Thi Zamane Ki Koi Baat Mujhe written by Fauzia Sheikh at UrduPoint. Kab Gawara Thi Zamane Ki Koi Baat Mujhe is one of the masterpieces written by Fauzia Sheikh. You can also find the complete poetry collection of Fauzia Sheikh by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Fauzia Sheikh' above.

Kab Gawara Thi Zamane Ki Koi Baat Mujhe is a widely read Urdu Ghazal. If you like Kab Gawara Thi Zamane Ki Koi Baat Mujhe, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.