Sirf Kaghaz Ke Phul Hote Hain, Urdu Ghazal By Fauzia Sheikh

Sirf Kaghaz Ke Phul Hote Hain is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Fauzia Sheikh. Sirf Kaghaz Ke Phul Hote Hain comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Sirf Kaghaz Ke Phul Hote Hain on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

صرف کاغذ کے پھول ہوتے ہیں

فوزیہ شیخ

صرف کاغذ کے پھول ہوتے ہیں

لوگ آنکھوں کی دھول ہوتے ہیں

یہ کوئی موڑ ہے جدائی کا

واپسی کے اصول ہوتے ہیں

ایک پتھر سے بارہا ٹھوکر

یہ بھروسے بھی بھول ہوتے ہیں

جب تلک تم نظر نہیں آتے

سارے موسم فضول ہوتے ہیں

دل صحیفہ ہے اک محبت کا

اور چہرے رسول ہوتے ہیں

سارے مخلص ہی آب دیدہ ہیں

آپ کیونکر ملول ہوتے ہیں

چند لمحے وصال کے فوزیؔ

قربتوں کا حصول ہوتے ہیں

فوزیہ شیخ

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Sirf Kaghaz Ke Phul Hote Hain

Fauzia Sheikh

sirf kaghaz ke phul hote hain
log aankhon ki dhul hote hain

ye koi moD hai judai ka
wapsi ke usul hote hain

ek patthar se barha Thokar
ye bharose bhi bhul hote hain

jab talak tum nazar nahin aate
sare mausam fuzul hote hain

dil sahifa hai ek mohabbat ka
aur chehre rasul hote hain

sare muKHlis hi aabdida hain
aap kyunkar malul hote hain

chand lamhe visal ke 'fauzi'
qurbaton ka husul hote hain

(872) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Sirf Kaghaz Ke Phul Hote Hain written by Fauzia Sheikh at UrduPoint. Sirf Kaghaz Ke Phul Hote Hain is one of the masterpieces written by Fauzia Sheikh. You can also find the complete poetry collection of Fauzia Sheikh by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Fauzia Sheikh' above.

Sirf Kaghaz Ke Phul Hote Hain is a widely read Urdu Ghazal. If you like Sirf Kaghaz Ke Phul Hote Hain, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.